Raushni Ke Jhilmilate Silsile Mein Kaun Hai, Urdu Ghazal By Afzal Gohar

Raushni Ke Jhilmilate Silsile Mein Kaun Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Afzal Gohar. Raushni Ke Jhilmilate Silsile Mein Kaun Hai comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Raushni Ke Jhilmilate Silsile Mein Kaun Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

روشنی کے جھلملاتے سلسلے میں کون ہے

افضل گوہر

روشنی کے جھلملاتے سلسلے میں کون ہے

رات کی کروٹ بتائے گی دئے میں کون ہے

ٹھوکریں کھاتا ہوں اور پھر خود سے ٹکراتا ہوں میں

ایسا بھی اس بار میرے راستے میں کون ہے

دیکھنا پڑتی ہے خود ہی عکس کی صورت گری

آئنہ کیسے بتائے آئنے میں کون ہے

اپنے دامن میں کیا کرتا ہے سب کی پرورش

دیکھتا کب ہے شجر کس گھونسلے میں کون ہے

لو کئی شکلیں بناتی ہے در و دیوار پر

اس دیے کے ساتھ جانے رت جگے میں کون ہے

افضل گوہر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Raushni Ke Jhilmilate Silsile Mein Kaun Hai

Afzal Gohar

raushni ke jhilmilate silsile mein kaun hai
raat ki karwaT bataegi diye mein kaun hai

Thokaren khata hun aur phir KHud se Takraata hun main
aisa bhi is bar mere raste mein kaun hai

dekhna paDti hai KHud hi aks ki surat-gari
aaina kaise batae aaine mein kaun hai

apne daman mein kiya karta hai sab ki parwarish
dekhta kab hai shajar kis ghonsle mein kaun hai

lau kai shaklen banati hai dar-o-diwar par
is diye ke sath jaane ratjage mein kaun hai

(585) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Raushni Ke Jhilmilate Silsile Mein Kaun Hai written by Afzal Gohar at UrduPoint. Raushni Ke Jhilmilate Silsile Mein Kaun Hai is one of the masterpieces written by Afzal Gohar. You can also find the complete poetry collection of Afzal Gohar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Afzal Gohar' above.

Raushni Ke Jhilmilate Silsile Mein Kaun Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Raushni Ke Jhilmilate Silsile Mein Kaun Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.