Ye Kis Ke Naqsh-e-pa Se Aisa Silsila Charagh Tha, Urdu Ghazal By Afzal Gohar

Ye Kis Ke Naqsh-e-pa Se Aisa Silsila Charagh Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Afzal Gohar. Ye Kis Ke Naqsh-e-pa Se Aisa Silsila Charagh Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Kis Ke Naqsh-e-pa Se Aisa Silsila Charagh Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ کس کے نقش پا سے ایسا سلسلہ چراغ تھا

افضل گوہر

یہ کس کے نقش پا سے ایسا سلسلہ چراغ تھا

کہ مجھ کو یوں لگا کہ سارا راستہ چراغ تھا

ذرا سی دیر میں ہی خد و خال شب بدل گئے

نہ شکل کوئی چاند تھی نہ آئنہ چراغ تھا

سوال یہ ہے روشنی وہاں پہ روک دی گئی

جہاں پہ ہر کسی کے ہاتھ میں نیا چراغ تھا

بہت سے ہاتھ صبح کی دعا ہی کرتے رہ گئے

میں پر امید تھا کہ میرا حوصلہ چراغ تھا

کہیں کہیں سے جھڑ رہی تھی بھربھری سی روشنی

ہوائے شب کے غم میں کیسا مبتلا چراغ تھا

ذرا سی کیا ہوا چلی کہ لوگ سٹپٹا گئے

وہی گنوا دیا گیا جو رات کا چراغ تھا

افضل گوہر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Kis Ke Naqsh-e-pa Se Aisa Silsila Charagh Tha

Afzal Gohar

ye kis ke naqsh-e-pa se aisa silsila charagh tha
ki mujh ko yun laga ki sara rasta charagh tha

zara si der mein hi KHadd-o-KHal-e-shab badal gae
na shakl koi chand thi na aaina charagh tha

sawal ye hai raushni wahan pe rok di gai
jahan pe har kisi ke hath mein naya charagh tha

bahut se hath subh ki dua hi karte rah gae
main pur-umid tha ki mera hausla charagh tha

kahin kahin se jhaD rahi thi bhurnhuri si raushni
hawa-e-shab ke gham mein kaisa mubtala charagh tha

zara si kya hawa chali ki log saTpaTa gae
wahi ganwa diya gaya jo raat ka charagh tha

(550) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Kis Ke Naqsh-e-pa Se Aisa Silsila Charagh Tha written by Afzal Gohar at UrduPoint. Ye Kis Ke Naqsh-e-pa Se Aisa Silsila Charagh Tha is one of the masterpieces written by Afzal Gohar. You can also find the complete poetry collection of Afzal Gohar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Afzal Gohar' above.

Ye Kis Ke Naqsh-e-pa Se Aisa Silsila Charagh Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Kis Ke Naqsh-e-pa Se Aisa Silsila Charagh Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.