Tum Aur Fareb Khao Bayan-e-raqib Se, Urdu Ghazal By Agha Hashr Kashmiri

Tum Aur Fareb Khao Bayan-e-raqib Se is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Agha Hashr Kashmiri. Tum Aur Fareb Khao Bayan-e-raqib Se comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Tum Aur Fareb Khao Bayan-e-raqib Se on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تم اور فریب کھاؤ بیان رقیب سے

آغا حشر کاشمیری

تم اور فریب کھاؤ بیان رقیب سے

تم سے تو کم گلہ ہے زیادہ نصیب سے

گویا تمہاری یاد ہی میرا علاج ہے

ہوتا ہے پہروں ذکر تمہارا طبیب سے

برباد دل کا آخری سرمایہ تھی امید

وہ بھی تو تم نے چھین لیا مجھ غریب سے

دھندلا چلی نگاہ دم واپسیں ہے اب

آ پاس آ کے دیکھ لوں تجھ کو قریب سے

آغا حشر کاشمیری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tum Aur Fareb Khao Bayan-e-raqib Se

Agha Hashr Kashmiri

tum aur fareb khao bayan-e-raqib se
tum se to kam gila hai ziyaada nasib se

goya tumhaari yaad hi mera ilaj hai
hota hai pahron zikr tumhaara tabib se

barbaad dil ka aaKHiri sarmaya thi umid
wo bhi to tum ne chhin liya mujh gharib se

dhundla chali nigah dam-e-wapsin hai ab
aa pas aa ke dekh lun tujh ko qarib se

(1866) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Tum Aur Fareb Khao Bayan-e-raqib Se written by Agha Hashr Kashmiri at UrduPoint. Tum Aur Fareb Khao Bayan-e-raqib Se is one of the masterpieces written by Agha Hashr Kashmiri. You can also find the complete poetry collection of Agha Hashr Kashmiri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Agha Hashr Kashmiri' above.

Tum Aur Fareb Khao Bayan-e-raqib Se is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tum Aur Fareb Khao Bayan-e-raqib Se, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.