Hum Buzurgon Se Darne Wale Hain, Urdu Ghazal By Ahmad Muneeb

Hum Buzurgon Se Darne Wale Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ahmad Muneeb. Hum Buzurgon Se Darne Wale Hain comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Hum Buzurgon Se Darne Wale Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہم بزرگوں سے ڈرنے والے ہیں

احمد منیب

ہم بزرگوں سے ڈرنے والے ہیں

واقعۃً بچھڑنے والے ہیں

رات ہوتے ہی نیند آتی ہے

یعنی سب خواب مرنے والے ہیں

وہ بھی خود کو سدھار بیٹھی ہے

اور ہم بھی سدھرنے والے ہیں

کوئی امکان تو نہیں پھر بھی

اس گلی سے گزرنے والے ہیں

میری دہلیز سے اڑے جگنو

تیری چوکھٹ پہ مرنے والے ہیں

عشق نقصان اٹھائے گا احمدؔ

آپ ہم سے مکرنے والے ہیں

احمد منیب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hum Buzurgon Se Darne Wale Hain

Ahmad Muneeb

hum buzurgon se Darne wale hain
waqiatan bichhaDne wale hain

raat hote hi nind aati hai
yani sab KHwab marne wale hain

wo bhi KHud ko sudhaar baiThi hai
aur hum bhi sudharne wale hain

koi imkan to nahin phir bhi
us gali se guzarne wale hain

meri dahliz se aDe jugnu
teri chaukhaT pe marne wale hain

ishq nuqsan uThaega 'ahmad'
aap hum se mukarne wale hain

(997) ووٹ وصول ہوئے

You can read Hum Buzurgon Se Darne Wale Hain written by Ahmad Muneeb at UrduPoint. Hum Buzurgon Se Darne Wale Hain is one of the masterpieces written by Ahmad Muneeb. You can also find the complete poetry collection of Ahmad Muneeb by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ahmad Muneeb' above.

Hum Buzurgon Se Darne Wale Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hum Buzurgon Se Darne Wale Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.