Band Aankhon Se Wo Manzar Dekhun, Urdu Ghazal By Ameer Qazalbash

Band Aankhon Se Wo Manzar Dekhun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ameer Qazalbash. Band Aankhon Se Wo Manzar Dekhun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Band Aankhon Se Wo Manzar Dekhun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بند آنکھوں سے وہ منظر دیکھوں

امیر قزلباش

بند آنکھوں سے وہ منظر دیکھوں

ریگ صحرا کو سمندر دیکھوں

کیا گزرتی ہے مرے بعد اس پر

آج میں اس سے بچھڑ کر دیکھوں

شہر کا شہر ہوا پتھر کا

میں نے چاہا تھا کہ مڑ کر دیکھوں

خوف تنہائی گھٹن سناٹا

کیا نہیں مجھ میں جو باہر دیکھوں

ہے ہر اک شخص کا دل پتھر کا

میں جدھر جاؤں یہ پتھر دیکھوں

کچھ تو اندازۂ طوفاں ہو امیرؔ

ناؤ کاغذ کی چلا کر دیکھوں

امیر قزلباش

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Band Aankhon Se Wo Manzar Dekhun

Ameer Qazalbash

band aankhon se wo manzar dekhun
reg-e-sahra ko samundar dekhun

kya guzarti hai mere baad us par
aaj main us se bichhaD kar dekhun

shahr ka shahr hua patthar ka
main ne chaha tha ki muD kar dekhun

KHauf tanhai ghuTan sannaTa
kya nahin mujh mein jo bahar dekhun

hai har ek shaKHs ka dil patthar ka
main jidhar jaun ye patthar dekhun

kuchh to andaza-e-tufan ho 'amir'
naw kaghaz ki chala kar dekhun

(512) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Band Aankhon Se Wo Manzar Dekhun written by Ameer Qazalbash at UrduPoint. Band Aankhon Se Wo Manzar Dekhun is one of the masterpieces written by Ameer Qazalbash. You can also find the complete poetry collection of Ameer Qazalbash by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ameer Qazalbash' above.

Band Aankhon Se Wo Manzar Dekhun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Band Aankhon Se Wo Manzar Dekhun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.