Mohabbat Ke Hawale DhunDhta Hai, Urdu Ghazal By Faisal Fehmi

Mohabbat Ke Hawale DhunDhta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Faisal Fehmi. Mohabbat Ke Hawale DhunDhta Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mohabbat Ke Hawale DhunDhta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

محبت کے حوالے ڈھونڈھتا ہے

فیصل فہمی

محبت کے حوالے ڈھونڈھتا ہے

اندھیروں میں اجالے ڈھونڈھتا ہے

خدا جانے وہ کیسا باؤلا ہے

حرم میں مے پیالے ڈھونڈھتا ہے

مسافر دو قدم چل کر پریشان

کہ اپنے پا کے چھالے ڈھونڈھتا ہے

سمندر میں تلاشیں تو بہت ہیں

خزانے وہ نرالے ڈھونڈھتا ہے

رہے تا بود قائم رازداری

خدا کچھ ایسے تالے ڈھونڈھتا ہے

فیصل فہمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mohabbat Ke Hawale DhunDhta Hai

Faisal Fehmi

mohabbat ke hawale DhunDhta hai
andheron mein ujale DhunDhta hai

KHuda jaane wo kaisa bawla hai
haram mein mai pyale DhunDhta hai

musafir do-qadam chal kar pareshan
ki apne pa ke chhaale DhunDhta hai

samundar mein talashen to bahut hain
KHazane wo nirale DhunDhta hai

rahe ta-bud qaem raazdari
KHuda kuchh aise tale DhunDhta hai

(737) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mohabbat Ke Hawale DhunDhta Hai written by Faisal Fehmi at UrduPoint. Mohabbat Ke Hawale DhunDhta Hai is one of the masterpieces written by Faisal Fehmi. You can also find the complete poetry collection of Faisal Fehmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Faisal Fehmi' above.

Mohabbat Ke Hawale DhunDhta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mohabbat Ke Hawale DhunDhta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.