Jis Ki Buniyaad Ho Jawani Par, Urdu Ghazal By G R Kanwal

Jis Ki Buniyaad Ho Jawani Par is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, G R Kanwal. Jis Ki Buniyaad Ho Jawani Par comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jis Ki Buniyaad Ho Jawani Par on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جس کی بنیاد ہو جوانی پر

جی آر کنول

جس کی بنیاد ہو جوانی پر

دیر لگتی ہے اس کہانی پر

آج پھر ڈوبنے کا خدشہ ہے

آج دریا ہے پھر روانی پر

جانے کیا سوچ کر ہواؤں نے

لکھ دیا نام میرا پانی پر

عکس اپنا اسے بھی اچھا لگا

خوش ہوا میں بھی نقش ثانی پر

جی بھی تھا اس کے ساتھ چلنے کا

شک بھی تھا اس کی پاسبانی پر

کوئی سلطان ہو سکا نہ کنولؔ

حکمراں دل کی راجدھانی پر

جی آر کنول

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jis Ki Buniyaad Ho Jawani Par

G R Kanwal

jis ki buniyaad ho jawani par
der lagti hai us kahani par

aaj phir Dubne ka KHadsha hai
aaj dariya hai phir rawani par

jaane kya soch kar hawaon ne
likh diya nam mera pani par

aks apna use bhi achchha laga
KHush hua main bhi naqsh-e-sani par

ji bhi tha us ke sath chalne ka
shak bhi tha us ki pasbani par

koi sultan ho saka na 'kanwal'
hukmran dil ki rajdhani par

(684) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jis Ki Buniyaad Ho Jawani Par written by G R Kanwal at UrduPoint. Jis Ki Buniyaad Ho Jawani Par is one of the masterpieces written by G R Kanwal. You can also find the complete poetry collection of G R Kanwal by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of G R Kanwal' above.

Jis Ki Buniyaad Ho Jawani Par is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jis Ki Buniyaad Ho Jawani Par, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.