KHwab Ka Ham-safar Raha Hun Main, Urdu Ghazal By Iqbal Anjum

KHwab Ka Ham-safar Raha Hun Main is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Iqbal Anjum. KHwab Ka Ham-safar Raha Hun Main comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHwab Ka Ham-safar Raha Hun Main on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خواب کا ہم سفر رہا ہوں میں

اقبال انجم

خواب کا ہم سفر رہا ہوں میں

مدتوں در بدر رہا ہوں میں

وہ یہیں آس پاس ہے میرے

اس کو محسوس کر رہا ہوں میں

اس کو پہچانتا ہوں ہر رخ سے

اس کے نزدیک تر رہا ہوں میں

طے ہوا یہ بھی مرحلہ آخر

تیرگی سے ابھر رہا ہوں میں

رت بدلنے لگی ہے پھر انجمؔ

پتی پتی بکھر رہا ہوں میں

اقبال انجم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHwab Ka Ham-safar Raha Hun Main

Iqbal Anjum

KHwab ka ham-safar raha hun main
muddaton dar-ba-dar raha hun main

wo yahin aas pas hai mere
us ko mahsus kar raha hun main

us ko pahchanta hun har ruKH se
us ke nazdik-tar raha hun main

tai hua ye bhi marhala aaKHir
tirgi se ubhar raha hun main

rut badalne lagi hai phir 'anjum'
patti patti bikhar raha hun main

(498) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHwab Ka Ham-safar Raha Hun Main written by Iqbal Anjum at UrduPoint. KHwab Ka Ham-safar Raha Hun Main is one of the masterpieces written by Iqbal Anjum. You can also find the complete poetry collection of Iqbal Anjum by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Iqbal Anjum' above.

KHwab Ka Ham-safar Raha Hun Main is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHwab Ka Ham-safar Raha Hun Main, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.