Yun To Kahne Ke Liye Subh Ke Aasar Bhi The, Urdu Ghazal By Iqbal Anjum

Yun To Kahne Ke Liye Subh Ke Aasar Bhi The is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Iqbal Anjum. Yun To Kahne Ke Liye Subh Ke Aasar Bhi The comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Yun To Kahne Ke Liye Subh Ke Aasar Bhi The on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یوں تو کہنے کے لیے صبح کے آثار بھی تھے

اقبال انجم

یوں تو کہنے کے لیے صبح کے آثار بھی تھے

میں رہا چپ کہ مرے سامنے کہسار بھی تھے

خوف سے چیخنے والوں میں اکیلا میں تھا

لوگ سہمے ہوئے لیکن پس دیوار بھی تھے

تیز آندھی میں فقط ہم گرے ایسا تو نہیں

دور تک راہ میں اکھڑے ہوئے اشجار بھی تھے

عمر بھر جس کی طلب نے رکھا محصور ہمیں

ہم ہی اس شہر طلسمات کے معمار بھی تھے

تھا ہمیں سے کبھی تہذیب و تمدن کا وقار

ہم کبھی شاخ گل تر کبھی تلوار بھی تھے

اقبال انجم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Yun To Kahne Ke Liye Subh Ke Aasar Bhi The

Iqbal Anjum

yun to kahne ke liye subh ke aasar bhi the
main raha chup ki mere samne kohsar bhi the

KHauf se chiKHne walon mein akela main tha
log sahme hue lekin pas-e-diwar bhi the

tez aandhi mein faqat hum gire aisa to nahin
dur tak rah mein ukhDe hue ashjar bhi the

umr bhar jis ki talab ne rakha mahsur hamein
hum hi us shahr-e-tilismat ke meamar bhi the

tha hamin se kabhi tahzib-o-tamaddun ka waqar
hum kabhi shaKH-e-gul-e-tar kabhi talwar bhi the

(377) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Yun To Kahne Ke Liye Subh Ke Aasar Bhi The written by Iqbal Anjum at UrduPoint. Yun To Kahne Ke Liye Subh Ke Aasar Bhi The is one of the masterpieces written by Iqbal Anjum. You can also find the complete poetry collection of Iqbal Anjum by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Iqbal Anjum' above.

Yun To Kahne Ke Liye Subh Ke Aasar Bhi The is a widely read Urdu Ghazal. If you like Yun To Kahne Ke Liye Subh Ke Aasar Bhi The, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.