Wo Surat Jaani Pahunchani Nahin Hai, Urdu Ghazal By Iqbal Anjum

Wo Surat Jaani Pahunchani Nahin Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Iqbal Anjum. Wo Surat Jaani Pahunchani Nahin Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wo Surat Jaani Pahunchani Nahin Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہ صورت جانی پہنچانی نہیں ہے

اقبال انجم

وہ صورت جانی پہنچانی نہیں ہے

مگر خوشبو تو انجانی نہیں ہے

چلو مانا ذرا سی بات تھی وہ

یہ خاموشی تو بے معنی نہیں ہے

ہم آ نکلے کہاں دشت طلب میں

یہاں تو دور تک پانی نہیں ہے

یہاں ہر شے ہر اک رشتہ ہے مٹی

یہاں کچھ بھی تو لا فانی نہیں ہے

کہاں اب وہ شجر وہ ہم سفر ہیں

سفر میں کوئی آسانی نہیں ہے

اقبال انجم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo Surat Jaani Pahunchani Nahin Hai

Iqbal Anjum

wo surat jaani pahunchani nahin hai
magar KHushbu to anjaani nahin hai

chalo mana zara si baat thi wo
ye KHamoshi to be-mani nahin hai

hum aa nikle kahan dasht-e-talab mein
yahan to dur tak pani nahin hai

yahan har shai har ek rishta hai miTTi
yahan kuchh bhi to la-fani nahin hai

kahan ab wo shajar wo ham-safar hain
safar mein koi aasani nahin hai

(516) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wo Surat Jaani Pahunchani Nahin Hai written by Iqbal Anjum at UrduPoint. Wo Surat Jaani Pahunchani Nahin Hai is one of the masterpieces written by Iqbal Anjum. You can also find the complete poetry collection of Iqbal Anjum by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Iqbal Anjum' above.

Wo Surat Jaani Pahunchani Nahin Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wo Surat Jaani Pahunchani Nahin Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.