Ret Ban Ban Ke Bikharne Ki Tamannai Hai, Urdu Ghazal By Iqbal Anjum

Ret Ban Ban Ke Bikharne Ki Tamannai Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Iqbal Anjum. Ret Ban Ban Ke Bikharne Ki Tamannai Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ret Ban Ban Ke Bikharne Ki Tamannai Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ریت بن بن کے بکھرنے کی تمنائی ہے

اقبال انجم

ریت بن بن کے بکھرنے کی تمنائی ہے

زندگی درد کے صحرا میں نکل آئی ہے

وہ ہر اک بزم میں تنہا ہی نظر آتا ہے

ذوق تنہائی نہیں خوبیٔ یکتائی ہے

کشتیاں غرق ہوئی ہوں گی نہ جانے کتنی

ان کی آنکھوں کے سمندر میں وہ گہرائی ہے

جس سے آگے ہے فقط دور تلک گرد و غبار

جستجو اب ہمیں اس موڑ پہ لے آئی ہے

دن تو چہروں کے الاؤں میں جھلستے گزرا

یاد پھر کس کی مجھے شام کو گھر لائی ہے

اقبال انجم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ret Ban Ban Ke Bikharne Ki Tamannai Hai

Iqbal Anjum

ret ban ban ke bikharne ki tamannai hai
zindagi dard ke sahra mein nikal aai hai

wo har ek bazm mein tanha hi nazar aata hai
zauq-e-tanhai nahin KHubi-e-yaktai hai

kashtiyan gharq hui hongi na jaane kitni
un ki aankhon ke samundar mein wo gahrai hai

jis se aage hai faqat dur talak gard-o-ghubar
justuju ab hamein is moD pe le aai hai

din to chehron ke alawon mein jhulaste guzra
yaad phir kis ki mujhe sham ko ghar lai hai

(418) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ret Ban Ban Ke Bikharne Ki Tamannai Hai written by Iqbal Anjum at UrduPoint. Ret Ban Ban Ke Bikharne Ki Tamannai Hai is one of the masterpieces written by Iqbal Anjum. You can also find the complete poetry collection of Iqbal Anjum by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Iqbal Anjum' above.

Ret Ban Ban Ke Bikharne Ki Tamannai Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ret Ban Ban Ke Bikharne Ki Tamannai Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.