Zindagi Hai Ki Har Ek Gam Nigun-sar Hai Abhi, Urdu Ghazal By Iqbal Anjum

Zindagi Hai Ki Har Ek Gam Nigun-sar Hai Abhi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Iqbal Anjum. Zindagi Hai Ki Har Ek Gam Nigun-sar Hai Abhi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Zindagi Hai Ki Har Ek Gam Nigun-sar Hai Abhi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

زندگی ہے کہ ہر اک گام نگوں سر ہے ابھی

اقبال انجم

زندگی ہے کہ ہر اک گام نگوں سر ہے ابھی

ذہن گھٹتے ہوئے احساس کا محور ہے ابھی

چھوٹ کر جاؤں کہاں میں کہ ہوں خود میں ہی اسیر

جانے کس درد کا آسیب مرے سر ہے ابھی

زلزلہ بن کے مٹا دے گی کسی روز مجھے

ہائے وہ شے کہ جو مضمر مرے اندر ہے ابھی

نہ کوئی عکس نہ چہرہ ہے نہ پیکر کوئی

دور تک دھند میں لپٹا ہوا منظر ہے ابھی

حادثے گھیر نہ لیں پھر سر بازار مجھے

میرے سینے میں وہی شور سمندر ہے ابھی

اقبال انجم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zindagi Hai Ki Har Ek Gam Nigun-sar Hai Abhi

Iqbal Anjum

zindagi hai ki har ek gam nigun-sar hai abhi
zehn ghaTte hue ehsas ka mehwar hai abhi

chhuT kar jaun kahan main ki hun KHud mein hi asir
jaane kis dard ka aaseb mere sar hai abhi

zalzala ban ke miTa degi kisi roz mujhe
hae wo shai ki jo muzmar mere andar hai abhi

na koi aks na chehra hai na paikar koi
dur tak dhund mein lipTa hua manzar hai abhi

hadse gher na len phir sar-e-bazar mujhe
mere sine mein wahi shor samundar hai abhi

(453) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Zindagi Hai Ki Har Ek Gam Nigun-sar Hai Abhi written by Iqbal Anjum at UrduPoint. Zindagi Hai Ki Har Ek Gam Nigun-sar Hai Abhi is one of the masterpieces written by Iqbal Anjum. You can also find the complete poetry collection of Iqbal Anjum by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Iqbal Anjum' above.

Zindagi Hai Ki Har Ek Gam Nigun-sar Hai Abhi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zindagi Hai Ki Har Ek Gam Nigun-sar Hai Abhi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.