Guzarish Kar Saba KHidmat Mein Tu Us La-ubaali Ke, Urdu Ghazal By Ishq Aurangabadi

Guzarish Kar Saba KHidmat Mein Tu Us La-ubaali Ke is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ishq Aurangabadi. Guzarish Kar Saba KHidmat Mein Tu Us La-ubaali Ke comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Guzarish Kar Saba KHidmat Mein Tu Us La-ubaali Ke on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

گزارش کر صبا خدمت میں تو اس لاابالی کے

عشق اورنگ آبادی

گزارش کر صبا خدمت میں تو اس لاابالی کے

ترے جانے سے گل مرجھا گئے ہیں نقش قالی کے

مرے آغوش جب سے اٹھ گیا ہے تو میں روتا ہوں

نہیں تھمتے ہیں اشک چشم تصویر نہالی کے

میں بے خود ہوں مجھے معذور رکھ رونے میں اے ساقی

مری چھاتی بھری ہے درد سے مینائے خالی کے

تصور میں تصدق میں ہوں میں اس شمع رو اوپر

ہیں گویا عشقؔ ہم تصویر فانوس خیالی کے

عشق اورنگ آبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Guzarish Kar Saba KHidmat Mein Tu Us La-ubaali Ke

Ishq Aurangabadi

guzarish kar saba KHidmat mein tu us la-ubaali ke
tere jaane se gul murjha gae hain naqsh-e-qali ke

mere aaghosh jab se uTh gaya hai to main rota hun
nahin thamte hain ashk-e-chashm taswir-e-nihaali ke

main be-KHud hun mujhe mazur rakh rone mein ai saqi
meri chhati bhari hai dard se mina-e-KHali ke

tasawwur mein tasadduq mein hun main us shama-ru upar
hain goya 'ishq' hum taswir-e-fanus-e-KHayali ke

(466) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Guzarish Kar Saba KHidmat Mein Tu Us La-ubaali Ke written by Ishq Aurangabadi at UrduPoint. Guzarish Kar Saba KHidmat Mein Tu Us La-ubaali Ke is one of the masterpieces written by Ishq Aurangabadi. You can also find the complete poetry collection of Ishq Aurangabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ishq Aurangabadi' above.

Guzarish Kar Saba KHidmat Mein Tu Us La-ubaali Ke is a widely read Urdu Ghazal. If you like Guzarish Kar Saba KHidmat Mein Tu Us La-ubaali Ke, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.