Aisi Haalat Na Ho Kisi Dil Ki, Urdu Ghazal By Jameela Khuda Bakhsh

Aisi Haalat Na Ho Kisi Dil Ki is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Jameela Khuda Bakhsh. Aisi Haalat Na Ho Kisi Dil Ki comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aisi Haalat Na Ho Kisi Dil Ki on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ایسی حالت نہ ہو کسی دل کی

جمیلہ خدا بخش

ایسی حالت نہ ہو کسی دل کی

کیا کہوں ہائے بے بسی دل کی

لطف دیکھو کہ وہ سنورتا ہے

لے کے ہاتھوں میں آرسی دل کی

اپنی حالت سنائے وہ کیوں کر

کون سمجھے گا فارسی دل کی

یہ ستم دیکھیے وہ کہتا ہے

غیر ممکن ہے واپسی دل کی

زخم خنداں کو دیکھتے جاؤ

تم نے دیکھی نہیں ہنسی دل کی

دل کا آئینہ روئے عاشق ہے

اس سے ظاہر ہے بے کسی دل کی

اے جمیلہؔ بٹھاؤ حسرت کو

وہ بھی مہمان ہے اسی دل کی

جمیلہ خدا بخش

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aisi Haalat Na Ho Kisi Dil Ki

Jameela Khuda Bakhsh

aisi haalat na ho kisi dil ki
kya kahun hae bebasi dil ki

lutf dekho ki wo sanwarta hai
le ke hathon mein aarsi dil ki

apni haalat sunae wo kyun kar
kaun samjhega farsi dil ki

ye sitam dekhiye wo kahta hai
ghair-mumkin hai wapsi dil ki

zaKHm-e-KHandan ko dekhte jao
tum ne dekhi nahin hansi dil ki

dil ka aaina ru-e-ashiq hai
is se zahir hai be-kasi dil ki

ai 'jamila' biThao hasrat ko
wo bhi mehman hai isi dil ki

(420) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aisi Haalat Na Ho Kisi Dil Ki written by Jameela Khuda Bakhsh at UrduPoint. Aisi Haalat Na Ho Kisi Dil Ki is one of the masterpieces written by Jameela Khuda Bakhsh. You can also find the complete poetry collection of Jameela Khuda Bakhsh by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Jameela Khuda Bakhsh' above.

Aisi Haalat Na Ho Kisi Dil Ki is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aisi Haalat Na Ho Kisi Dil Ki, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.