Qafas Ko ToD Ke Main Baal-o-par Bhi Dekhunga, Urdu Ghazal By Javed Manzar

Qafas Ko ToD Ke Main Baal-o-par Bhi Dekhunga is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Javed Manzar. Qafas Ko ToD Ke Main Baal-o-par Bhi Dekhunga comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Qafas Ko ToD Ke Main Baal-o-par Bhi Dekhunga on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

قفس کو توڑ کے میں بال و پر بھی دیکھوں گا

جاوید منظر

قفس کو توڑ کے میں بال و پر بھی دیکھوں گا

جو بال و پر ہوں سلامت تو گھر بھی دیکھوں گا

پھر اس کے بعد نہ کہنا صدا بہ صحرا تھی

میں اپنی بات کا تجھ پر اثر بھی دیکھوں گا

یہاں تو سب ہی پرانی روش پہ چلتے ہیں

میں اب بنا کے نئی رہگزر بھی دیکھوں گا

ملوں گا تم سے تو مانگوں گا روز و شب کا حساب

رہوں گا گھر میں تو پھر بام و در بھی دیکھوں گا

میں خوش بہت تھا بہاروں کے درمیاں منظر

خبر نہ تھی کہ خزاں کا گزر بھی دیکھوں گا

جاوید منظر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Qafas Ko ToD Ke Main Baal-o-par Bhi Dekhunga

Javed Manzar

qafas ko toD ke main baal-o-par bhi dekhunga
jo baal-o-par hon salamat to ghar bhi dekhunga

phir is ke baad na kahna sada-ba-sahra thi
main apni baat ka tujh par asar bhi dekhunga

yahan to sab hi purani rawish pe chalte hain
main ab bana ke nai rah-guzar bhi dekhunga

milunga tum se to mangunga roz-o-shab ka hisab
rahunga ghar mein to phir baam-o-dar bhi dekhunga

main KHush bahut tha bahaaron ke darmiyan manzar
KHabar na thi ki KHizan ka guzar bhi dekhunga

(531) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Qafas Ko ToD Ke Main Baal-o-par Bhi Dekhunga written by Javed Manzar at UrduPoint. Qafas Ko ToD Ke Main Baal-o-par Bhi Dekhunga is one of the masterpieces written by Javed Manzar. You can also find the complete poetry collection of Javed Manzar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Javed Manzar' above.

Qafas Ko ToD Ke Main Baal-o-par Bhi Dekhunga is a widely read Urdu Ghazal. If you like Qafas Ko ToD Ke Main Baal-o-par Bhi Dekhunga, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.