Sukut-e-shar Se Pighalte Hain Waqiat Bahut, Urdu Ghazal By Javed Nasir

Sukut-e-shar Se Pighalte Hain Waqiat Bahut is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Javed Nasir. Sukut-e-shar Se Pighalte Hain Waqiat Bahut comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Sukut-e-shar Se Pighalte Hain Waqiat Bahut on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سکوت شر سے پگھلتے ہیں واقعات بہت

جاوید ناصر

سکوت شر سے پگھلتے ہیں واقعات بہت

ہمارے شہر پہ بھاری ہے آج رات بہت

دعائیں مانگ کے لوٹے ہیں ساحلوں سے لوگ

بساط نور پہ زندہ ہے کائنات بہت

میں خود کو ڈھونڈنے نکلا تو دیکھتا کیا ہوں

حصار باندھ کے چپ ہیں وہ حادثات بہت

چلا ہوں آگ لگانے میں گھر کے جنگل کو

دراز ہو گئے دنیا میں اس کے ہاتھ بہت

جاوید ناصر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sukut-e-shar Se Pighalte Hain Waqiat Bahut

Javed Nasir

sukut-e-shar se pighalte hain waqiat bahut
hamare shahr pe bhaari hai aaj raat bahut

duaen mang ke lauTe hain sahilon se log
bisat-e-nur pe zinda hai kaenat bahut

main KHud ko DhunDne nikla to dekhta kya hun
hisar bandh ke chup hain wo hadsat bahut

chala hun aag lagane main ghar ke jangal ko
daraaz ho gae duniya mein is ke hath bahut

(539) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sukut-e-shar Se Pighalte Hain Waqiat Bahut written by Javed Nasir at UrduPoint. Sukut-e-shar Se Pighalte Hain Waqiat Bahut is one of the masterpieces written by Javed Nasir. You can also find the complete poetry collection of Javed Nasir by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Javed Nasir' above.

Sukut-e-shar Se Pighalte Hain Waqiat Bahut is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sukut-e-shar Se Pighalte Hain Waqiat Bahut, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.