Mushkil Mein Mujhe Us Ka Sahaara Bhi Bahut Tha, Urdu Ghazal By Khaleel Ahmad

Mushkil Mein Mujhe Us Ka Sahaara Bhi Bahut Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khaleel Ahmad. Mushkil Mein Mujhe Us Ka Sahaara Bhi Bahut Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mushkil Mein Mujhe Us Ka Sahaara Bhi Bahut Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مشکل میں مجھے اس کا سہارا بھی بہت تھا

خلیل احمد

مشکل میں مجھے اس کا سہارا بھی بہت تھا

وہ شخص مجھے جان سے پیارا بھی بہت تھا

یہ کم ہے کہ کچھ دن وہ مرے ساتھ رہا ہے

تنہا تھا تو یادوں کا سہارا بھی بہت تھا

تنہائی اداسی یہ سیہ رات یہ جل تھل

ایسے میں تو اک ٹوٹا ستارہ بھی بہت تھا

اک میں کہ چلا آیا کوئی قدر نہیں کی

اس نے تو مرا نام پکارا بھی بہت تھا

کچھ میری بھی کم فہمی تھی میں ہو گیا اس کا

شیشے میں خلیلؔ اس نے اتارا بھی بہت تھا

خلیل احمد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mushkil Mein Mujhe Us Ka Sahaara Bhi Bahut Tha

Khaleel Ahmad

mushkil mein mujhe us ka sahaara bhi bahut tha
wo shaKHs mujhe jaan se pyara bhi bahut tha

ye kam hai ki kuchh din wo mere sath raha hai
tanha tha to yaadon ka sahaara bhi bahut tha

tanhai udasi ye siyah-raat ye jal-thal
aise mein to ek TuTa sitara bhi bahut tha

ek main ki chala aaya koi qadr nahin ki
us ne to mera nam pukara bhi bahut tha

kuchh meri bhi kam-fahmi thi main ho gaya us ka
shishe mein 'KHalil' us ne utara bhi bahut tha

(407) ووٹ وصول ہوئے

You can read Mushkil Mein Mujhe Us Ka Sahaara Bhi Bahut Tha written by Khaleel Ahmad at UrduPoint. Mushkil Mein Mujhe Us Ka Sahaara Bhi Bahut Tha is one of the masterpieces written by Khaleel Ahmad. You can also find the complete poetry collection of Khaleel Ahmad by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khaleel Ahmad' above.

Mushkil Mein Mujhe Us Ka Sahaara Bhi Bahut Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mushkil Mein Mujhe Us Ka Sahaara Bhi Bahut Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.