Husn Ka Hai Kaisa Ye Bazar Tere Shahr Mein, Urdu Ghazal By Khalid Koti

Husn Ka Hai Kaisa Ye Bazar Tere Shahr Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khalid Koti. Husn Ka Hai Kaisa Ye Bazar Tere Shahr Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Husn Ka Hai Kaisa Ye Bazar Tere Shahr Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

حسن کا ہے کیسا یہ بازار تیرے شہر میں

خالد کوٹی

حسن کا ہے کیسا یہ بازار تیرے شہر میں

جس نے دیکھا ہو گیا بیمار تیرے شہر میں

آ گئے ہیں ہم بھی اے سرکار تیرے شہر میں

دل میں لے کے حسرت دیدار تیرے شہر میں

تم پہ ہی موقوف ہے ذوق تجلی اس لئے

عرش سے ہیں فرش تک انوار تیرے شہر میں

جب وفا کا ذکر اپنوں نے کیا تو دفعتاً

ہم کو یاد آنے لگے اغیار تیرے شہر میں

کم نگاہی کا زمانے کی بھلا شکوہ ہی کیا

ہم سے تو اپنے بھی ہیں بیزار تیرے شہر میں

شام ہی سے ہے مری نظروں میں اے خالدؔ عیاں

صبح کا وہ حشر حال زار تیرے شہر میں

خالد کوٹی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Husn Ka Hai Kaisa Ye Bazar Tere Shahr Mein

Khalid Koti

husn ka hai kaisa ye bazar tere shahr mein
jis ne dekha ho gaya bimar tere shahr mein

aa gae hain hum bhi ai sarkar tere shahr mein
dil mein le ke hasrat-e-didar tere shahr mein

tum pe hi mauquf hai zauq-e-tajalli is liye
arsh se hain farsh tak anwar tere shahr mein

jab wafa ka zikr apnon ne kiya to dafatan
hum ko yaad aane lage aghyar tere shahr mein

kam-nigahi ka zamane ki bhala shikwa hi kya
hum se to apne bhi hain bezar tere shahr mein

sham hi se hai meri nazron mein ai 'KHalid' ayan
subh ka wo hashr haal-e-zar tere shahr mein

(585) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Husn Ka Hai Kaisa Ye Bazar Tere Shahr Mein written by Khalid Koti at UrduPoint. Husn Ka Hai Kaisa Ye Bazar Tere Shahr Mein is one of the masterpieces written by Khalid Koti. You can also find the complete poetry collection of Khalid Koti by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khalid Koti' above.

Husn Ka Hai Kaisa Ye Bazar Tere Shahr Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Husn Ka Hai Kaisa Ye Bazar Tere Shahr Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.