Jaanta Hun Harif-e-jaan Hain Sab, Urdu Ghazal By Khawaja Javed Akhtar

Jaanta Hun Harif-e-jaan Hain Sab is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khawaja Javed Akhtar. Jaanta Hun Harif-e-jaan Hain Sab comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jaanta Hun Harif-e-jaan Hain Sab on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جانتا ہوں حریف جاں ہیں سب

خواجہ جاوید اختر

جانتا ہوں حریف جاں ہیں سب

ہاں مگر آج وہ کہاں ہیں سب

ایک میں ہی زمیں کی صورت ہوں

اور باقی تو آسماں ہیں سب

کون میری زباں سمجھتا ہے

یوں تو کہنے کو ہم زباں ہیں سب

میں سبھی کو سمجھتا حق گو ہوں

اور مجھ سے ہی بد گماں ہیں سب

کون سی مصلحت ہے جو مجھ پر

اس قدر آج مہرباں ہیں سب

سن کے سارے ہی سانحات مرے

لوگ بولے کہ داستاں ہیں سب

خواجہ جاوید اختر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jaanta Hun Harif-e-jaan Hain Sab

Khawaja Javed Akhtar

jaanta hun harif-e-jaan hain sab
han magar aaj wo kahan hain sab

ek main hi zamin ki surat hun
aur baqi to aasman hain sab

kaun meri zaban samajhta hai
yun to kahne ko ham-zaban hain sab

main sabhi ko samajhta haq-go hun
aur mujh se hi bad-guman hain sab

kaun si maslahat hai jo mujh par
is qadar aaj mehrban hain sab

sun ke sare hi sanehat mere
log bole ki dastan hain sab

(619) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jaanta Hun Harif-e-jaan Hain Sab written by Khawaja Javed Akhtar at UrduPoint. Jaanta Hun Harif-e-jaan Hain Sab is one of the masterpieces written by Khawaja Javed Akhtar. You can also find the complete poetry collection of Khawaja Javed Akhtar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khawaja Javed Akhtar' above.

Jaanta Hun Harif-e-jaan Hain Sab is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jaanta Hun Harif-e-jaan Hain Sab, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.