Zamin Se UTThe Hain Ya Aasman Se Aae Hain, Urdu Ghazal By Khawaja Javed Akhtar

Zamin Se UTThe Hain Ya Aasman Se Aae Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khawaja Javed Akhtar. Zamin Se UTThe Hain Ya Aasman Se Aae Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Zamin Se UTThe Hain Ya Aasman Se Aae Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

زمیں سے اٹھے ہیں یا آسماں سے آئے ہیں

خواجہ جاوید اختر

زمیں سے اٹھے ہیں یا آسماں سے آئے ہیں

یہ لوگ شہر میں جانے کہاں سے آئے ہیں

انہیں کو حق ہے بہاروں کے خیر مقدم کا

گزر کے جو کسی دور خزاں سے آئے ہیں

ہدف کوئی ہو کہیں ہو یقین ہے مجھ کو

یہ سارے تیر اسی کی کماں سے آئے ہیں

وہاں سے لوٹ کے آنے کا دل نہ کرتا تھا

پلٹ کے شہر میں اپنے جہاں سے آئے ہیں

یہ کون لوگ ہیں ملنے کے واسطے ہم سے

ادھر ادھر سے یہاں سے وہاں سے آئے ہیں

خواجہ جاوید اختر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zamin Se UTThe Hain Ya Aasman Se Aae Hain

Khawaja Javed Akhtar

zamin se uTThe hain ya aasman se aae hain
ye log shahr mein jaane kahan se aae hain

unhin ko haq hai bahaaron ke KHair maqdam ka
guzar ke jo kisi daur-e-KHizan se aae hain

hadaf koi ho kahin ho yaqin hai mujh ko
ye sare tir usi ki kaman se aae hain

wahan se lauT ke aane ka dil na karta tha
palaT ke shahr mein apne jahan se aae hain

ye kaun log hain milne ke waste hum se
idhar udhar se yahan se wahan se aae hain

(559) ووٹ وصول ہوئے

You can read Zamin Se UTThe Hain Ya Aasman Se Aae Hain written by Khawaja Javed Akhtar at UrduPoint. Zamin Se UTThe Hain Ya Aasman Se Aae Hain is one of the masterpieces written by Khawaja Javed Akhtar. You can also find the complete poetry collection of Khawaja Javed Akhtar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khawaja Javed Akhtar' above.

Zamin Se UTThe Hain Ya Aasman Se Aae Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zamin Se UTThe Hain Ya Aasman Se Aae Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.