Shab-e-firaq Ke Bare Mein Aur Kya Kahiye, Urdu Ghazal By Khizr Abbas

Shab-e-firaq Ke Bare Mein Aur Kya Kahiye is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khizr Abbas. Shab-e-firaq Ke Bare Mein Aur Kya Kahiye comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Shab-e-firaq Ke Bare Mein Aur Kya Kahiye on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شب فراق کے بارے میں اور کیا کہیے

خضر عباس

شب فراق کے بارے میں اور کیا کہیے

کسی فقیر کی مقبول بد دعا کہیے

ہر ایک شخص ہے اپنی ہی ذات میں گم صم

کوئی بتائے کسے کس کا مبتلا کہیے

اس اعتقاد کے صدقے نہ کیوں بھلا جائیں

جو شخص بت بھی نہیں ہے اسے خدا کہیے

اجل کی سمت سبھی لوگ ہیں رواں یعنی

اسے بھی زندگی کا کوئی راستہ کہیے

کسی کا عکس حقیقی نہیں دکھاتا ہے

اس آئنے کو بھلا کیسے آئنہ کہیے

میں اپنے طور سے کرتا ہوں بات دل کی خضرؔ

ادائے غیر سے کیا دل کا مدعا کہیے

خضر عباس

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Shab-e-firaq Ke Bare Mein Aur Kya Kahiye

Khizr Abbas

shab-e-firaq ke bare mein aur kya kahiye
kisi faqir ki maqbul baddua kahiye

har ek shaKHs hai apni hi zat mein gum-sum
koi batae kise kis ka mubtala kahiye

is e'tiqad ke sadqe na kyon bhala jaen
jo shaKHs but bhi nahin hai use KHuda kahiye

ajal ki samt sabhi log hain rawan yani
use bhi zindagi ka koi rasta kahiye

kisi ka aks-e-haqiqi nahin dikhata hai
is aaine ko bhala kaise aaina kahiye

main apne taur se karta hun baat dil ki 'KHizar'
ada-e-ghair se kya dil ka muddaa kahiye

(533) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Shab-e-firaq Ke Bare Mein Aur Kya Kahiye written by Khizr Abbas at UrduPoint. Shab-e-firaq Ke Bare Mein Aur Kya Kahiye is one of the masterpieces written by Khizr Abbas. You can also find the complete poetry collection of Khizr Abbas by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khizr Abbas' above.

Shab-e-firaq Ke Bare Mein Aur Kya Kahiye is a widely read Urdu Ghazal. If you like Shab-e-firaq Ke Bare Mein Aur Kya Kahiye, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.