Narm Phulon Se Kabhi Khaar Se Lag Jate Hain, Urdu Ghazal By Kuldeep Kumar

Narm Phulon Se Kabhi Khaar Se Lag Jate Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Kuldeep Kumar. Narm Phulon Se Kabhi Khaar Se Lag Jate Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Narm Phulon Se Kabhi Khaar Se Lag Jate Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نرم پھولوں سے کبھی خار سے لگ جاتے ہیں

کلدیپ کمار

نرم پھولوں سے کبھی خار سے لگ جاتے ہیں

ہم وہ جگنو ہیں جو دیوار سے لگ جاتے ہیں

دو یتیموں کی محبت ہے یہ جو اڑتے ہوئے

خشک پتے مرے رخسار سے لگ جاتے ہیں

اتنی ہمدردی سے مت دیکھ مری آنکھوں میں

کچھ مرض دیدۂ بیمار سے لگ جاتے ہیں

جب تصور کے خرابے میں تو آ جاتا ہے

اندر اندر کئی بازار سے لگ جاتے ہیں

روز رونا ہے جنہیں شانہ کہاں تک ڈھونڈھے

ہم تو روتے ہوئے دیوار سے لگ جاتے ہیں

کلدیپ کمار

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Narm Phulon Se Kabhi Khaar Se Lag Jate Hain

Kuldeep Kumar

narm phulon se kabhi KHar se lag jate hain
hum wo jugnu hain jo diwar se lag jate hain

do yatimon ki mohabbat hai ye jo uDte hue
KHushk patte mere ruKHsar se lag jate hain

itni hamdardi se mat dekh meri aankhon mein
kuchh maraz dida-e-bimar se lag jate hain

jab tasawwur ke KHarabe mein tu aa jata hai
andar andar kai bazar se lag jate hain

roz rona hai jinhen shana kahan tak DhunDhe
hum to rote hue diwar se lag jate hain

(603) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Narm Phulon Se Kabhi Khaar Se Lag Jate Hain written by Kuldeep Kumar at UrduPoint. Narm Phulon Se Kabhi Khaar Se Lag Jate Hain is one of the masterpieces written by Kuldeep Kumar. You can also find the complete poetry collection of Kuldeep Kumar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Kuldeep Kumar' above.

Narm Phulon Se Kabhi Khaar Se Lag Jate Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Narm Phulon Se Kabhi Khaar Se Lag Jate Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.