Shikwa Ban Kar Fughan Se UThta Hai, Urdu Ghazal By Mahfooz Asar

Shikwa Ban Kar Fughan Se UThta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mahfooz Asar. Shikwa Ban Kar Fughan Se UThta Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Shikwa Ban Kar Fughan Se UThta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شکوہ بن کر فغاں سے اٹھتا ہے

محفوظ اثر

شکوہ بن کر فغاں سے اٹھتا ہے

شعلۂ غم زباں سے اٹھتا ہے

پھر جلا آشیاں کوئی شاید

پھر دھواں گلستاں سے اٹھتا ہے

ٹوٹ جاتا ہے سلسلہ لے کا

جب کوئی درمیاں سے اٹھتا ہے

ٹھہرے پانی میں کچھ نہیں ہوتا

شور آب رواں سے اٹھتا ہے

سر میں سودائے بندگی ہے اثرؔ

کون اس آستاں سے اٹھتا ہے

محفوظ اثر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Shikwa Ban Kar Fughan Se UThta Hai

Mahfooz Asar

shikwa ban kar fughan se uThta hai
shoala-e-gham zaban se uThta hai

phir jala aashiyan koi shayad
phir dhuan gulsitan se uThta hai

TuT jata hai silsila lai ka
jab koi darmiyan se uThta hai

Thahre pani mein kuchh nahin hota
shor aab-e-rawan se uThta hai

sar mein sauda-e-bandagi hai 'asar'
kaun is aastan se uThta hai

(432) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Shikwa Ban Kar Fughan Se UThta Hai written by Mahfooz Asar at UrduPoint. Shikwa Ban Kar Fughan Se UThta Hai is one of the masterpieces written by Mahfooz Asar. You can also find the complete poetry collection of Mahfooz Asar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mahfooz Asar' above.

Shikwa Ban Kar Fughan Se UThta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Shikwa Ban Kar Fughan Se UThta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.