Badalte Rangon Ki Taswir Ho Chuka Hun Main, Urdu Ghazal By Mahmood Kazim

Badalte Rangon Ki Taswir Ho Chuka Hun Main is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mahmood Kazim. Badalte Rangon Ki Taswir Ho Chuka Hun Main comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Badalte Rangon Ki Taswir Ho Chuka Hun Main on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بدلتے رنگوں کی تصویر ہو چکا ہوں میں

محمود کاظم

بدلتے رنگوں کی تصویر ہو چکا ہوں میں

کچھ ایسا لگتا ہے تسخیر ہو چکا ہوں میں

بجھا دو مشعلیں اب دیر ہو چکی یارو

خود اپنے پاؤں کی زنجیر ہو چکا ہوں میں

میں ایک خواب تھا پہلے حقیقتوں سے پرے

زمانہ گزرا کہ تعبیر ہو چکا ہوں میں

اتارا جائے گا مجھ کو نئی زمینوں پر

صحیفوں کے لئے تحریر ہو چکا ہوں میں

مرا وجود ہے عبرت کے واسطے کاظمؔ

کسی گناہ کی تعزیر ہو چکا ہوں میں

محمود کاظم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Badalte Rangon Ki Taswir Ho Chuka Hun Main

Mahmood Kazim

badalte rangon ki taswir ho chuka hun main
kuchh aisa lagta hai tasKHir ho chuka hun main

bujha do mashalen ab der ho chuki yaro
KHud apne panw ki zanjir ho chuka hun main

main ek KHwab tha pahle haqiqaton se pare
zamana guzra ki tabir ho chuka hun main

utara jaega mujh ko nai zaminon par
sahifon ke liye tahrir ho chuka hun main

mera wajud hai ibrat ke waste 'kazim'
kisi gunah ki tazir ho chuka hun main

(492) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Badalte Rangon Ki Taswir Ho Chuka Hun Main written by Mahmood Kazim at UrduPoint. Badalte Rangon Ki Taswir Ho Chuka Hun Main is one of the masterpieces written by Mahmood Kazim. You can also find the complete poetry collection of Mahmood Kazim by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mahmood Kazim' above.

Badalte Rangon Ki Taswir Ho Chuka Hun Main is a widely read Urdu Ghazal. If you like Badalte Rangon Ki Taswir Ho Chuka Hun Main, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.