Har Lamha Karb-o-dard-o-gham-o-iztirab Mein, Urdu Ghazal By Maqbool Ahmad Maqbool

Har Lamha Karb-o-dard-o-gham-o-iztirab Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Maqbool Ahmad Maqbool. Har Lamha Karb-o-dard-o-gham-o-iztirab Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Har Lamha Karb-o-dard-o-gham-o-iztirab Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہر لمحہ کرب و درد و غم و اضطراب میں

مقبول احمد مقبول

ہر لمحہ کرب و درد و غم و اضطراب میں

یعنی مری حیات ہے پیہم عذاب میں

اب دل ہمارا بن گیا خوشیوں کا مقبرہ

ہے دفن ہر خوشی اسی خانہ خراب میں

صدقے ہزار جان سے لطف سکون و عیش

اس لطف پر جو پا لیا ہے اضطراب میں

گہرائی نظر ہو تو نظارہ سہل ہے

ورنہ ہر ایک چیز چھپی ہے نقاب میں

اس ایٹمی زمانے کی سوغات ہے یہی

ہے ایک اک نفس زد قہر و عتاب میں

مقبولؔ کیا مقام شہید وفا ہے دیکھ

آب حیات پا لیا ہے زہر ناب میں

مقبول احمد مقبول

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Har Lamha Karb-o-dard-o-gham-o-iztirab Mein

Maqbool Ahmad Maqbool

har lamha karb-o-dard-o-gham-o-iztirab mein
yani meri hayat hai paiham azab mein

ab dil hamara ban gaya KHushiyon ka maqbara
hai dafn har KHushi isi KHana-KHarab mein

sadqe hazar jaan se lutf-e-sukun-o-aish
us lutf par jo pa liya hai iztirab mein

gahrai-e-nazar ho to nazzara sahal hai
warna har ek chiz chhupi hai naqab mein

is atomi zamane ki saughat hai yahi
hai ek ek nafas zad-e-qahr-o-itab mein

'maqbul' kya maqam-e-shahid-e-wafa hai dekh
aab-e-hayat pa liya hai zahr-e-nab mein

(430) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Har Lamha Karb-o-dard-o-gham-o-iztirab Mein written by Maqbool Ahmad Maqbool at UrduPoint. Har Lamha Karb-o-dard-o-gham-o-iztirab Mein is one of the masterpieces written by Maqbool Ahmad Maqbool. You can also find the complete poetry collection of Maqbool Ahmad Maqbool by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Maqbool Ahmad Maqbool' above.

Har Lamha Karb-o-dard-o-gham-o-iztirab Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Har Lamha Karb-o-dard-o-gham-o-iztirab Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.