Awwal To Main Rukta Nahin Aur Jis Se Rukun Main, Urdu Ghazal By Maroof Dehlvi

Awwal To Main Rukta Nahin Aur Jis Se Rukun Main is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Maroof Dehlvi. Awwal To Main Rukta Nahin Aur Jis Se Rukun Main comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Awwal To Main Rukta Nahin Aur Jis Se Rukun Main on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اول تو میں رکتا نہیں اور جس سے رکوں میں

معروف دہلوی

اول تو میں رکتا نہیں اور جس سے رکوں میں

تا حشر یہ ممکن نہیں پھر اس سے ملوں میں

یہ اور سنائی کہ مری بات تو سن لے

جو تیری کہے آن کے اس کی نہ سنوں میں

یہ خوب کہی دیکھیں گے کب تک نہ ملے گا

اس بات پہ گر چاہو تو اب شرم کروں میں

آپس میں اگر چرخ و زمیں دنوں یہ مل جائیں

تو بھی نہ کبھی تجھ سے ملا ہوں نہ ملوں میں

تب نام ہے معروفؔ دھرا رہ تو سہی جب

چھاتی پہ تری آٹھ پہر مونگ دلوں میں

معروف دہلوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Awwal To Main Rukta Nahin Aur Jis Se Rukun Main

Maroof Dehlvi

awwal to main rukta nahin aur jis se rukun main
ta-hashr ye mumkin nahin phir us se milun mein

ye aur sunai ki meri baat to sun le
jo teri kahe aan ke us ki na sunun main

ye KHub kahi dekhenge kab tak na milega
is baat pe gar chaho to ab sharm karun main

aapas mein agar charKH-o-zamin dinon ye mil jaen
to bhi na kabhi tujh se mila hun na milun main

tab nam hai 'maruf' dhara rah to sahi jab
chhati pe teri aaTh-pahr mung dalun main

(445) ووٹ وصول ہوئے

You can read Awwal To Main Rukta Nahin Aur Jis Se Rukun Main written by Maroof Dehlvi at UrduPoint. Awwal To Main Rukta Nahin Aur Jis Se Rukun Main is one of the masterpieces written by Maroof Dehlvi. You can also find the complete poetry collection of Maroof Dehlvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Maroof Dehlvi' above.

Awwal To Main Rukta Nahin Aur Jis Se Rukun Main is a widely read Urdu Ghazal. If you like Awwal To Main Rukta Nahin Aur Jis Se Rukun Main, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.