Mar Dala Mujhe Furqat Ne Qaza Se Pahle, Urdu Ghazal By Meer Shams Ud Deen Faiz

Mar Dala Mujhe Furqat Ne Qaza Se Pahle is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Meer Shams Ud Deen Faiz. Mar Dala Mujhe Furqat Ne Qaza Se Pahle comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mar Dala Mujhe Furqat Ne Qaza Se Pahle on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مار ڈالا مجھے فرقت نے قضا سے پہلے

میر شمس الدین فیض

مار ڈالا مجھے فرقت نے قضا سے پہلے

ہو گیا کام ادا ان کی ادا سے پہلے

سبقت احسان کو ہے ان کے مرے عصیاں پر

عفو کرتے ہیں خطا کو وہ خطا سے پہلے

ہم نے سکھلائے ہیں انداز وفا و اخلاص

آگہی کب تھی انہیں رسم وفا سے پہلے

کیوں نہ تقدیم مرے کفر کو اسلام پہ ہو

بت کلیسا میں نظر آئے خدا سے پہلے

میر شمس الدین فیض

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mar Dala Mujhe Furqat Ne Qaza Se Pahle

Meer Shams Ud Deen Faiz

mar Dala mujhe furqat ne qaza se pahle
ho gaya kaam ada un ki ada se pahle

sabqat ehsan ko hai un ke mere isyan par
afw karte hain KHata ko wo KHata se pahle

hum ne sikhlae hain andaz-e-wafa-o-iKHlas
aagahi kab thi unhen rasm-e-wafa se pahle

kyon na taqdim mere kufr ko islam pe ho
but kalisa mein nazar aae KHuda se pahle

(414) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mar Dala Mujhe Furqat Ne Qaza Se Pahle written by Meer Shams Ud Deen Faiz at UrduPoint. Mar Dala Mujhe Furqat Ne Qaza Se Pahle is one of the masterpieces written by Meer Shams Ud Deen Faiz. You can also find the complete poetry collection of Meer Shams Ud Deen Faiz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Meer Shams Ud Deen Faiz' above.

Mar Dala Mujhe Furqat Ne Qaza Se Pahle is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mar Dala Mujhe Furqat Ne Qaza Se Pahle, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.