Harim-e-dil Mein Thahar Ya Sara-e-jaan Mein Ruk, Urdu Ghazal By Mirza Athar Zia

Harim-e-dil Mein Thahar Ya Sara-e-jaan Mein Ruk is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mirza Athar Zia. Harim-e-dil Mein Thahar Ya Sara-e-jaan Mein Ruk comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Harim-e-dil Mein Thahar Ya Sara-e-jaan Mein Ruk on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

حریم دل میں ٹھہر یا سرائے جان میں رک

مرزا اطہر ضیا

حریم دل میں ٹھہر یا سرائے جان میں رک

یہ سب مکان ہیں تیرے کسی مکان میں رک

ابھی میں جوڑ رہا ہوں یقین کا پیالہ

تو ایسا کر کہ ابھی کاسۂ گمان میں رک

میں تجھ کو باندھ لوں اپنی غزل کے شعروں میں

خیال یار ذرا دیر میرے دھیان میں رک

بہت سی قوس قزح بن رہی ہیں آنکھوں میں

اے ہفت رنگ پری میری داستان میں رک

میں اپنے شعروں کا معیار کچھ بلند کروں

مرے حروف میں ضم ہو مری زبان میں رک

مرزا اطہر ضیا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Harim-e-dil Mein Thahar Ya Sara-e-jaan Mein Ruk

Mirza Athar Zia

harim-e-dil mein Thahar ya sara-e-jaan mein ruk
ye sab makan hain tere kisi makan mein ruk

abhi main joD raha hun yaqin ka pyala
tu aisa kar ki abhi kasa-e-guman mein ruk

main tujh ko bandh lun apni ghazal ke sheron mein
KHayal-e-yar zara der mere dhyan mein ruk

bahut si qaus-e-quzah ban rahi hain aankhon mein
ai haft-rang pari meri dastan mein ruk

main apne sheron ka mear kuchh buland karun
mere huruf mein zam ho meri zaban mein ruk

(586) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Harim-e-dil Mein Thahar Ya Sara-e-jaan Mein Ruk written by Mirza Athar Zia at UrduPoint. Harim-e-dil Mein Thahar Ya Sara-e-jaan Mein Ruk is one of the masterpieces written by Mirza Athar Zia. You can also find the complete poetry collection of Mirza Athar Zia by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mirza Athar Zia' above.

Harim-e-dil Mein Thahar Ya Sara-e-jaan Mein Ruk is a widely read Urdu Ghazal. If you like Harim-e-dil Mein Thahar Ya Sara-e-jaan Mein Ruk, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.