Shauq-e-KHarash-e-Khaar Mere Dil Mein Rah Gaya, Urdu Ghazal By Mirza Mohammad Taqi Hawas

Shauq-e-KHarash-e-Khaar Mere Dil Mein Rah Gaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mirza Mohammad Taqi Hawas. Shauq-e-KHarash-e-Khaar Mere Dil Mein Rah Gaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Shauq-e-KHarash-e-Khaar Mere Dil Mein Rah Gaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شوق خراش خار مرے دل میں رہ گیا

مرزا محمد تقی ہوسؔ

شوق خراش خار مرے دل میں رہ گیا

پائے‌ تلاش پہلی ہی منزل میں رہ گیا

میں زمزمہ سرا تو چمن سے گیا ولے

افسانہ اک گروہ عنادل میں رہ گیا

زنجیر موج پاؤں میں آ کر لپٹ گئی

طوفانیوں کا دھیان ہی ساحل میں رہ گیا

تصویر اس کی کیسے کھنچی مانیٔ خیال

حیران جس کی شکل و شمائل میں رہ گیا

کام اپنا تو تمام کیا یاس نے ہوسؔ

جی اشتیاق خنجر قاتل میں رہ گیا

مرزا محمد تقی ہوسؔ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Shauq-e-KHarash-e-Khaar Mere Dil Mein Rah Gaya

Mirza Mohammad Taqi Hawas

shauq-e-KHarash-e-KHar mere dil mein rah gaya
pa-e-talash pahli hi manzil mein rah gaya

main zamzama-sara to chaman se gaya wale
afsana ek giroh-e-anadil mein rah gaya

zanjir-e-mauj panw mein aa kar lipaT gai
tufaniyon ka dhyan hi sahil mein rah gaya

taswir us ki kaise khinchi mani-e-KHayal
hairan jis ki shakl-o-shamail mein rah gaya

kaam apna to tamam kiya yas ne 'hawas'
ji ishtiyaq-e-KHanjar-e-qatil mein rah gaya

(484) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Shauq-e-KHarash-e-Khaar Mere Dil Mein Rah Gaya written by Mirza Mohammad Taqi Hawas at UrduPoint. Shauq-e-KHarash-e-Khaar Mere Dil Mein Rah Gaya is one of the masterpieces written by Mirza Mohammad Taqi Hawas. You can also find the complete poetry collection of Mirza Mohammad Taqi Hawas by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mirza Mohammad Taqi Hawas' above.

Shauq-e-KHarash-e-Khaar Mere Dil Mein Rah Gaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Shauq-e-KHarash-e-Khaar Mere Dil Mein Rah Gaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.