Mere Hone Ka Mujhe Pahle Yaqin Hone De, Urdu Ghazal By Mohammad Ahmad Saqi

Mere Hone Ka Mujhe Pahle Yaqin Hone De is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Ahmad Saqi. Mere Hone Ka Mujhe Pahle Yaqin Hone De comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mere Hone Ka Mujhe Pahle Yaqin Hone De on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میرے ہونے کا مجھے پہلے یقیں ہونے دے

محمد احمد ساقی

میرے ہونے کا مجھے پہلے یقیں ہونے دے

پھر عدم کا تو مجھے تخت نشیں ہونے دے

ورنہ یہ بات عبادت کی رہے گی تشنہ

پہلے تسلیم کے قابل یہ جبیں ہونے دے

تو مجھے جلوہ دکھا اپنا مرے سامنے آ

حشر موسیٰ کی طرح بعد ازیں ہونے دے

میں تری ذات کا حصہ تو نہیں ہوں پھر بھی

میرے مولیٰ تو مجھے عرش نشیں ہونے دے

تیرا اثبات مکمل تبھی ہوگا مجھ میں

پہلے اندر تو مرے ایک نہیں ہونے دے

خلق اب ساری تری دادرسی کو ترسے

کل جو کرنا ہے تجھے آج یہیں ہونے دے

محمد احمد ساقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mere Hone Ka Mujhe Pahle Yaqin Hone De

Mohammad Ahmad Saqi

mere hone ka mujhe pahle yaqin hone de
phir adam ka tu mujhe taKHt-nashin hone de

warna ye baat ibaadat ki rahegi tishna
pahle taslim ke qabil ye jabin hone de

tu mujhe jalwa dikha apna mere samne aa
hashr musa ki tarah baad-azin hone de

main teri zat ka hissa to nahin hun phir bhi
mere maula tu mujhe arsh-nashin hone de

tera isbaat mukammal tabhi hoga mujh mein
pahle andar to mere ek nahin hone de

KHalq ab sari teri dad-rasi ko tarse
kal jo karna hai tujhe aaj yahin hone de

(557) ووٹ وصول ہوئے

You can read Mere Hone Ka Mujhe Pahle Yaqin Hone De written by Mohammad Ahmad Saqi at UrduPoint. Mere Hone Ka Mujhe Pahle Yaqin Hone De is one of the masterpieces written by Mohammad Ahmad Saqi. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Ahmad Saqi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Ahmad Saqi' above.

Mere Hone Ka Mujhe Pahle Yaqin Hone De is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mere Hone Ka Mujhe Pahle Yaqin Hone De, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.