Ek Nazm, Urdu Nazam By Mohammad Haneef

Ek Nazm is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Mohammad Haneef. Ek Nazm comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Ek Nazm on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ایک نظم

محمد حنیف

گھر بنا کر قید ہو جانے سے بہتر ہے کہ ہم

خیمۂ افلاک کے نیچے گزاریں زندگی

جس کی کوئی حد نہیں

اک سرے سے ہم سفر آغاز بھی کر لیں اگر

موت تک دوجے سرے کو پا نہ پائیں گے کبھی

کس لیے پھر مختصر سی

چار دیواری میں خود کو قید کرنے کے لئے

گھر بنانے کی تمنا ہم کریں

قید ہی موت ہے اور موت سے

جس قدر ممکن ہو اتنا دور رہنا چاہئے

محمد حنیف

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ek Nazm

Mohammad Haneef

ghar bana kar qaid ho jaane se behtar hai ki hum
KHema-e-aflak ke niche guzaren zindagi
jis ki koi had nahin
ek sire se hum safar aaghaz bhi kar len agar
maut tak duje sire ko pa na paenge kabhi
kis liye phir muKHtasar si
chaar-diwari mein KHud ko qaid karne ke liye
ghar banane ki tamanna hum karen
qaid hi maut hai aur maut se
jis qadar mumkin ho utna dur rahna chahiye

(584) ووٹ وصول ہوئے

You can read Ek Nazm written by Mohammad Haneef at UrduPoint. Ek Nazm is one of the masterpieces written by Mohammad Haneef. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Haneef by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Haneef' above.

Ek Nazm is a widely read Urdu Nazam. If you like Ek Nazm, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.