Rind Betab Hain Ghanghor GhaTa Chhai Hai, Urdu Ghazal By Mohammad Wilayatullah
Rind Betab Hain Ghanghor GhaTa Chhai Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Wilayatullah. Rind Betab Hain Ghanghor GhaTa Chhai Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Rind Betab Hain Ghanghor GhaTa Chhai Hai on this page of UrduPoint.
رند بیتاب ہیں گھنگھور گھٹا چھائی ہے
محمد ولایت اللہ
رند بیتاب ہیں گھنگھور گھٹا چھائی ہے
مے کدے گونج رہے ہیں وہ بہار آئی ہے
بزم اغیار میں اس نے مجھے دریافت کیا
بعد مدت کے اسے یاد مری آئی ہے
کٹ ہی جاتی ہیں کسی طرح ہماری راتیں
غم سلامت رہے وہ مونس تنہائی ہے
قتل کرنے کو مرے آتے ہیں وہ تیغ بدست
میں سمجھتا ہوں مرے حق میں مسیحائی ہے
ان کو یہ ضد ہے نہ دیکھیں گے کبھی میری طرف
میں نے بھی در سے نہ اٹھنے کی قسم کھائی ہے
ہے یہ رندوں کے تعاقب میں کوئی راز عمیق
ورنہ اوروں سے بھی واعظ کی شناسائی ہے
پوچھنے آئے ہیں وہ حال مرا اے حافظؔ
ضعف سے سلب یہاں طاقت گویائی ہے
محمد ولایت اللہ
© UrduPoint.com
All Rights Reserved
Rind Betab Hain Ghanghor GhaTa Chhai Hai
Mohammad Wilayatullah
mai-kade gunj rahe hain wo bahaar aai hai
bazm-e-aghyar mein us ne mujhe daryaft kiya
baad muddat ke use yaad meri aai hai
kaT hi jati hain kisi tarah hamari raaten
gham salamat rahe wo monis-e-tanhai hai
qatl karne ko mere aate hain wo tegh-ba-dast
main samajhta hun mere haq mein masihai hai
un ko ye zid hai na dekhenge kabhi meri taraf
main ne bhi dar se na uThne ki qasam khai hai
hai ye rindon ke taaqub mein koi raaz amiq
warna auron se bhi waiz ki shanasai hai
puchhne aae hain wo haal mera ai 'hafiz'
zoaf se salb yahan taqat-e-goyai hai
(454) ووٹ وصول ہوئے
Related Mohammad Wilayatullah Poetry
Related Poetry
More Mohammad Wilayatullah Poetry
باقی ہے تاب ضبط نہ طاقت فغاں کی ہے
Mohammad Wilayatullah - محمد ولایت اللہ
Baqi Hai Tab-e-zabt Na Taqat Fughan Ki Hai
مکاں میرا ازل سے ڈھونڈھتی پھرتی تھی ویرانی
Mohammad Wilayatullah - محمد ولایت اللہ
Makan Mera Azal Se Dhundhti Phirti Thi Virani
پئے دریافت اسرار حقیقت سب ہیں سرگرداں
Mohammad Wilayatullah - محمد ولایت اللہ
Pae Daryaft Asrar-e-haqiqat Sab Hain Sargardan
راز اپنا جو کہہ دیا تو نے
Mohammad Wilayatullah - محمد ولایت اللہ
Raaz Apna Jo Kah Diya Tu Ne
ہماری آج کل ہمت فقط آہ و فغاں تک ہے
Mohammad Wilayatullah - محمد ولایت اللہ
Hamari Aaj-kal Himmat Faqat Aah-o-fughan Tak Hai
ڈرتا ہوں عرض حال سے دھوکا نہ ہو کہیں
Mohammad Wilayatullah - محمد ولایت اللہ
Darta Hun Arz-e-haal Se Dhoka Na Ho Kahin
ہر وقت الجھتا ہے یہ دل زلف دوتا میں
Mohammad Wilayatullah - محمد ولایت اللہ
Har-waqt Ulajhta Hai Ye Dil Zulf-e-dota Mein
بزم اغیار میں اس نے مجھے دریافت کیا
Mohammad Wilayatullah - محمد ولایت اللہ
Bazm-e-aghyar Mein Usne Mujhe Daryaft Kiya
You can read Rind Betab Hain Ghanghor GhaTa Chhai Hai written by Mohammad Wilayatullah at UrduPoint. Rind Betab Hain Ghanghor GhaTa Chhai Hai is one of the masterpieces written by Mohammad Wilayatullah. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Wilayatullah by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Wilayatullah' above.
Rind Betab Hain Ghanghor GhaTa Chhai Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Rind Betab Hain Ghanghor GhaTa Chhai Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.
You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.