Kahte Hain Ki De Meri Bala Dad Kisi Ki, Urdu Ghazal By Mubarak Azimabadi

Kahte Hain Ki De Meri Bala Dad Kisi Ki is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mubarak Azimabadi. Kahte Hain Ki De Meri Bala Dad Kisi Ki comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kahte Hain Ki De Meri Bala Dad Kisi Ki on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کہتے ہیں کہ دے میری بلا داد کسی کی

مبارک عظیم آبادی

کہتے ہیں کہ دے میری بلا داد کسی کی

کانوں کو مزہ دیتی ہے فریاد کسی کی

رونا ہے ترا کام مگر دیدۂ تر دیکھ

تصویر خیالی نہ ہو برباد کسی کی

کرتا ہوں گلہ ان سے جو ویرانئ دل کا

کہتے ہیں یہ بستی نہیں آباد کسی کی

آباد خدا رکھے تجھے کوئے محبت

مٹی نہیں ہوتی یہاں برباد کسی کی

کچھ اور تو ہم پاس مبارکؔ نہیں رکھتے

رکھتا ہے تمنا دل ناشاد کسی کی

مبارک عظیم آبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kahte Hain Ki De Meri Bala Dad Kisi Ki

Mubarak Azimabadi

kahte hain ki de meri bala dad kisi ki
kanon ko maza deti hai fariyaad kisi ki

rona hai tera kaam magar dida-e-tar dekh
taswir-e-KHyali na ho barbaad kisi ki

karta hun gila un se jo virani-e-dil ka
kahte hain ye basti nahin aabaad kisi ki

aabaad KHuda rakkhe tujhe ku-e-mohabbat
miTTi nahin hoti yahan barbaad kisi ki

kuchh aur to hum pas 'mubarak' nahin rakhte
rakhta hai tamanna dil-e-nashad kisi ki

(373) ووٹ وصول ہوئے

You can read Kahte Hain Ki De Meri Bala Dad Kisi Ki written by Mubarak Azimabadi at UrduPoint. Kahte Hain Ki De Meri Bala Dad Kisi Ki is one of the masterpieces written by Mubarak Azimabadi. You can also find the complete poetry collection of Mubarak Azimabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mubarak Azimabadi' above.

Kahte Hain Ki De Meri Bala Dad Kisi Ki is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kahte Hain Ki De Meri Bala Dad Kisi Ki, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.