Hawas-o-hosh Se Begana Hona Bhi Zaruri Hai, Urdu Ghazal By Munawwar Lakhnavi

Hawas-o-hosh Se Begana Hona Bhi Zaruri Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Munawwar Lakhnavi. Hawas-o-hosh Se Begana Hona Bhi Zaruri Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hawas-o-hosh Se Begana Hona Bhi Zaruri Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

حواس و ہوش سے بیگانہ ہونا بھی ضروری ہے

منور لکھنوی

حواس و ہوش سے بیگانہ ہونا بھی ضروری ہے

کبھی انسان کا دیوانہ ہونا بھی ضروری ہے

یہ آنکھیں کس لیے پھر اور دی ہیں دینے والے نے

چراغ حسن کا پروانہ ہونا بھی ضروری ہے

کچھ اس عنوان سے پھیلے کہ مقبول دو عالم ہو

حقیقت کے لئے افسانہ ہونا بھی ضروری ہے

نہیں بے کیف صہبا ٹھیک دنیا سے گزر جانا

ہلاک گردش پیمانہ ہونا بھی ضروری ہے

بغیر اس کے جنوں کی عظمتوں پر تبصرہ کیسا

منورؔ کے لئے فرزانہ ہونا بھی ضروری ہے

منور لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hawas-o-hosh Se Begana Hona Bhi Zaruri Hai

Munawwar Lakhnavi

hawas-o-hosh se begana hona bhi zaruri hai
kabhi insan ka diwana hona bhi zaruri hai

ye aankhen kis liye phir aur di hain dene wale ne
charagh-e-husn ka parwana hona bhi zaruri hai

kuchh is unwan se phaile ki maqbul-e-do-alam ho
haqiqat ke liye afsana hona bhi zaruri hai

nahin be-kaif-e-sahba Thik duniya se guzar jaana
halak-e-gardish-e-paimana hona bhi zaruri hai

baghair us ke junun ki azmaton par tabsira kaisa
'munawar' ke liye farzana hona bhi zaruri hai

(586) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hawas-o-hosh Se Begana Hona Bhi Zaruri Hai written by Munawwar Lakhnavi at UrduPoint. Hawas-o-hosh Se Begana Hona Bhi Zaruri Hai is one of the masterpieces written by Munawwar Lakhnavi. You can also find the complete poetry collection of Munawwar Lakhnavi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Munawwar Lakhnavi' above.

Hawas-o-hosh Se Begana Hona Bhi Zaruri Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hawas-o-hosh Se Begana Hona Bhi Zaruri Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.