Barishon Mein KhiDkiyan Khuli Nahin, Urdu Ghazal By Muneer Jafri

Barishon Mein KhiDkiyan Khuli Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Muneer Jafri. Barishon Mein KhiDkiyan Khuli Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Barishon Mein KhiDkiyan Khuli Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بارشوں میں کھڑکیاں کھلی نہیں

منیر جعفری

بارشوں میں کھڑکیاں کھلی نہیں

منظروں کی سسکیاں تھمی نہیں

لڑکیوں کے خواب بوڑھے ہو گئے

حسرتوں کی ڈولیاں اٹھی نہیں

بیگ میں پڑے رہے ہمارے خط

کشتیاں کناروں پہ لگی نہیں

دیویوں کے پاؤں خوں سے بھر گئے

مندروں کی گھنٹیاں بجی نہیں

پھر خزاں کو دخل دینا پڑ گیا

بیل اور فصیل میں بنی نہیں

ہجرتوں کے پھول کاڑھتے ہوئے

زندگی کی انگلیاں تھکی نہیں

جنگ ختم ہو گئی مگر ابھی

قیدیوں کی رسیاں کھلی نہیں

وہ بھی صحن سے پلٹ گئی منیرؔ

روشنی بھی سیڑھیاں چڑھی نہیں

منیر جعفری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Barishon Mein KhiDkiyan Khuli Nahin

Muneer Jafri

barishon mein khiDkiyan khuli nahin
manzaron ki siskiyan thami nahin

laDkiyon ke KHwab buDhe ho gae
hasraton ki Doliyan uThi nahin

bag mein paDe rahe hamare KHat
kashtiyan kinaron pe lagi nahin

dewiyon ke panw KHun se bhar gae
mandiron ki ghanTiyan baji nahin

phir KHizan ko daKHl dena paD gaya
bel aur fasil mein bani nahin

hijraton ke phul kaDhte hue
zindagi ki ungliyan thaki nahin

jang KHatm ho gai magar abhi
qaidiyon ki rassiyan khuli nahin

wo bhi sahn se palaT gai 'munir'
raushni bhi siDhiyan chaDhi nahin

(629) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Barishon Mein KhiDkiyan Khuli Nahin written by Muneer Jafri at UrduPoint. Barishon Mein KhiDkiyan Khuli Nahin is one of the masterpieces written by Muneer Jafri. You can also find the complete poetry collection of Muneer Jafri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Muneer Jafri' above.

Barishon Mein KhiDkiyan Khuli Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Barishon Mein KhiDkiyan Khuli Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.