Han Kabhi Hai Kabhi Hai Yar Nahin, Urdu Ghazal By Munshi Thakur Parsad Talib

Han Kabhi Hai Kabhi Hai Yar Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Munshi Thakur Parsad Talib. Han Kabhi Hai Kabhi Hai Yar Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Han Kabhi Hai Kabhi Hai Yar Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہاں کبھی ہے کبھی ہے یار نہیں

منشی ٹھاکر پرساد طالب

ہاں کبھی ہے کبھی ہے یار نہیں

ہاں نہیں کا کچھ اعتبار نہیں

سر میں سودا عبث ہے دنیا کا

گھر کچھ ایسا یہ پائیدار نہیں

قاتل ابرو سے تیرے ڈرتے ہیں

ورنہ تیغ ایسی آبدار نہیں

سنگ طفلاں سے اس لئے ڈر ہے

سر شوریدہ پائیدار نہیں

چلے جاتے ہیں رہروان عدم

ساتھ والوں کا اعتبار نہیں

پھر کسی زلف کا ہوا سودا

بے سبب دل کو انتشار نہیں

ہم پئیں خود پلائے گر ساقی

عہد یاں ایسا استوار نہیں

ان کے قول و قرار کے ہاتھوں

کون دل ہے جو بے قرار نہیں

دیکھ کر تجھ کو ہے یہ سناٹا

دل بھی پہلو میں بے قرار نہیں

مشعل داغ ساتھ جائے گی

خوف تاریکیٔ مزار نہیں

دیکھیں کیا ہو میں ہوں برہنہ پا

بے خلش کوئی نوک خار نہیں

کس کے کہنے سے ترک مے طالبؔ

خام ہے شیخ پختہ کار نہیں

منشی ٹھاکر پرساد طالب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Han Kabhi Hai Kabhi Hai Yar Nahin

Munshi Thakur Parsad Talib

han kabhi hai kabhi hai yar nahin
han nahin ka kuchh eatibar nahin

sar mein sauda abas hai duniya ka
ghar kuchh aisa ye paedar nahin

qatil abru se tere Darte hain
warna tegh aisi aabdar nahin

sang-e-tiflan se is liye Dar hai
sar-e-shorida paedar nahin

chale jate hain rah-rawan-e-adam
sath walon ka eatibar nahin

phir kisi zulf ka hua sauda
be-sabab dil ko intishaar nahin

hum piyen KHud pilae gar saqi
ahd yan aisa ustuwar nahin

un ke qaul-o-qarar ke hathon
kaun dil hai jo be-qarar nahin

dekh kar tujh ko hai ye sannaTa
dil bhi pahlu mein be-qarar nahin

mashal-e-dagh sath jaegi
KHauf-e-tariki-e-mazar nahin

dekhen kya ho main hun barahna-pa
be-KHalish koi nok-e-KHar nahin

kis ke kahne se tark-e-mai 'talib'
KHam hai shaiKH puKHta-kar nahin

(345) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Han Kabhi Hai Kabhi Hai Yar Nahin written by Munshi Thakur Parsad Talib at UrduPoint. Han Kabhi Hai Kabhi Hai Yar Nahin is one of the masterpieces written by Munshi Thakur Parsad Talib. You can also find the complete poetry collection of Munshi Thakur Parsad Talib by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Munshi Thakur Parsad Talib' above.

Han Kabhi Hai Kabhi Hai Yar Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Han Kabhi Hai Kabhi Hai Yar Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.