Shab-e-hijr Mein Yaad Aana Kisi Ka, Urdu Ghazal By Murli Dhar Shad

Shab-e-hijr Mein Yaad Aana Kisi Ka is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Murli Dhar Shad. Shab-e-hijr Mein Yaad Aana Kisi Ka comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Shab-e-hijr Mein Yaad Aana Kisi Ka on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شب ہجر میں یاد آنا کسی کا

مرلی دھر شاد

شب ہجر میں یاد آنا کسی کا

ستائے ہوئے کو ستانا کسی کا

کبھی پیار کی باتیں وہ چپکے چپکے

کبھی ناز سے روٹھ جانا کسی کا

وہ بھولی ادائیں نہ کیوں یاد آئیں

لڑکپن میں تھا کیا زمانہ کسی کا

کبھی تھی وہ غصہ کی چتون قیامت

کبھی عاجزی سے منانا کسی کا

وہ دل بن کے دام محبت میں آیا

کہ زلفوں میں تھا آشیانا کسی کا

نظر لگ گئی میرے دشمن کی مجھ کو

قیامت ہوا روٹھ جانا کسی کا

کھلائے گا گل رنگ لائے گا اے شادؔ

تجھے دیکھ کر مسکرانا کسی کا

مرلی دھر شاد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Shab-e-hijr Mein Yaad Aana Kisi Ka

Murli Dhar Shad

shab-e-hijr mein yaad aana kisi ka
satae hue ko satana kisi ka

kabhi pyar ki baaten wo chupke chupke
kabhi naz se ruTh jaana kisi ka

wo bholi adaen na kyun yaad aaen
laDakpan mein tha kya zamana kisi ka

kabhi thi wo ghusse ki chitwan qayamat
kabhi aajizi se manana kisi ka

wo dil ban ke dam-e-mohabbat mein aaya
ki zulfon mein tha aashiyana kisi ka

nazar lag gai mere dushman ki mujh ko
qayamat hua ruTh jaana kisi ka

khilaega gul rang laega ai 'shad'
tujhe dekh kar muskurana kisi ka

(544) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Shab-e-hijr Mein Yaad Aana Kisi Ka written by Murli Dhar Shad at UrduPoint. Shab-e-hijr Mein Yaad Aana Kisi Ka is one of the masterpieces written by Murli Dhar Shad. You can also find the complete poetry collection of Murli Dhar Shad by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Murli Dhar Shad' above.

Shab-e-hijr Mein Yaad Aana Kisi Ka is a widely read Urdu Ghazal. If you like Shab-e-hijr Mein Yaad Aana Kisi Ka, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.