Andhe Aaine Ka Qatl, Urdu Nazam By Muzaffar Hanfi

Andhe Aaine Ka Qatl is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Muzaffar Hanfi. Andhe Aaine Ka Qatl comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Andhe Aaine Ka Qatl on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اندھے آئنے کا قتل

مظفر حنفی

دفعتاً ایسا لگا

میرے سارے جسم پر آنکھیں ہی آنکھیں ہیں

مجسم آنکھ ہوں میں

میں نے دیکھا

اس نے تھوڑی دیر کھڑکی پر ٹھہر کر

اپنی آنکھیں چمچمائیں

اور پھر جالی کو بوسہ دے کے وہ

آگے بڑھی

راستے میں کانچ کی دیوار تھی

(اور سچ یہ ہے کہ آخر وقت تک قائم رہی وہ)

پھر بھی جانے کس طرح

پلکیں جھپکتے ہی وہ اندر آ گئی

اندر آ کر

اس نے سینے میں مرے خنجر اتارا

دیکھ لو

اب تک ابلتا ہے مرے سینے سے

چاندی کا لہو

مظفر حنفی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Andhe Aaine Ka Qatl

Muzaffar Hanfi

dafatan aisa laga
mere sare jism par aankhen hi aankhen hain
mujassam aankh hun main
main ne dekha
us ne thoDi der khiDki par Thahar kar
apni aankhen chamchamain
aur phir jali ko bosa de ke wo
aage baDhi
raste mein kanch ki diwar thi
(aur sach ye hai ki aaKHir waqt tak qaem rahi wo)
phir bhi jaane kis tarah
palken jhapakte hi wo andar aa gai
andar aa kar
us ne sine mein mere KHanjar utara
dekh lo
ab tak ubalta hai mere sine se
chandi ka lahu

(453) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Andhe Aaine Ka Qatl written by Muzaffar Hanfi at UrduPoint. Andhe Aaine Ka Qatl is one of the masterpieces written by Muzaffar Hanfi. You can also find the complete poetry collection of Muzaffar Hanfi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Muzaffar Hanfi' above.

Andhe Aaine Ka Qatl is a widely read Urdu Nazam. If you like Andhe Aaine Ka Qatl, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.