Kaise Dil Lagta Haram Mein Daur-e-paimana Na Tha, Urdu Ghazal By Muztar Khairabadi

Kaise Dil Lagta Haram Mein Daur-e-paimana Na Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Muztar Khairabadi. Kaise Dil Lagta Haram Mein Daur-e-paimana Na Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kaise Dil Lagta Haram Mein Daur-e-paimana Na Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کیسے دل لگتا حرم میں دور پیمانہ نہ تھا

مضطر خیرآبادی

کیسے دل لگتا حرم میں دور پیمانہ نہ تھا

اس لیے پھر آئے کعبے سے کہ مے خانہ نہ تھا

تم نے دیکھی ہی نہیں تقدیر کی تاریکیاں

اک اندھیری گور تھی فرقت میں کاشانہ نہ تھا

مجمع بیت الحرم کی دھوم سنتے تھے مگر

جا کے جب دیکھا تو ان میں کوئی فرزانہ نہ تھا

حشر میں اس شوخ کا طرز تغافل دیکھنا

مجھ کو پہچانا نہیں حالانکہ بیگانہ نہ تھا

حشر میں آخر اسے بھی چھوڑتے ہی بن پڑی

خانۂ‌ مدفن بھی گویا اپنا کاشانہ نہ تھا

ایسی کیا بیتی کہ مضطرؔ ان بتوں پر مر مٹا

جان دے دیتا وہ کچھ ایسا تو دیوانہ نہ تھا

مضطر خیرآبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kaise Dil Lagta Haram Mein Daur-e-paimana Na Tha

Muztar Khairabadi

kaise dil lagta haram mein daur-e-paimana na tha
is liye phir aae kabe se ki mai-KHana na tha

tum ne dekhi hi nahin taqdir ki tarikiyan
ek andheri gor thi furqat mein kashana na tha

majma-e-bait-ul-haram ki dhum sunte the magar
ja ke jab dekha to un mein koi farzana na tha

hashr mein us shoKH ka tarz-e-taghaful dekhna
mujh ko pahchana nahin haalanki begana na tha

hashr mein aaKHir use bhi chhoDte hi ban paDi
KHana-e-madfan bhi goya apna kashana na tha

aisi kya biti ki 'muztar' un buton par mar miTa
jaan de deta wo kuchh aisa to diwana na tha

(393) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kaise Dil Lagta Haram Mein Daur-e-paimana Na Tha written by Muztar Khairabadi at UrduPoint. Kaise Dil Lagta Haram Mein Daur-e-paimana Na Tha is one of the masterpieces written by Muztar Khairabadi. You can also find the complete poetry collection of Muztar Khairabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Muztar Khairabadi' above.

Kaise Dil Lagta Haram Mein Daur-e-paimana Na Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kaise Dil Lagta Haram Mein Daur-e-paimana Na Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.