Hai Ghalat Gar Ishq Hai Yari Ka Nam, Urdu Ghazal By Nabi Bakhsh Nayab

Hai Ghalat Gar Ishq Hai Yari Ka Nam is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nabi Bakhsh Nayab. Hai Ghalat Gar Ishq Hai Yari Ka Nam comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hai Ghalat Gar Ishq Hai Yari Ka Nam on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہے غلط گر عشق ہے یاری کا نام

نبی بخش نایاب

ہے غلط گر عشق ہے یاری کا نام

عاشقی ہے دل کی بیماری کا نام

ان کو بھی مجھ سے محبت ہے بہت

گر محبت ہے دل آزاری کا نام

بچ کے چلنا اس پیمبر گاہ میں

شیخ ہے ابلیس بازاری کا نام

ہم کو جس ہر دل عزیزی پر تھا ناز

تھا ہماری ہی سبکساری کا نام

دور ہی نایابؔ یاروں سے رہو

آج کل یاری ہے عیاری کا نام

نبی بخش نایاب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hai Ghalat Gar Ishq Hai Yari Ka Nam

Nabi Bakhsh Nayab

hai ghalat gar ishq hai yari ka nam
aashiqi hai dil ki bimari ka nam

un ko bhi mujh se mohabbat hai bahut
gar mohabbat hai dil-azari ka nam

bach ke chalna is payambar-gah mein
shaiKH hai iblis-e-bazari ka nam

hum ko jis har-dil-azizi par tha naz
tha hamari hi subuk-sari ka nam

dur hi 'nayab' yaron se raho
aaj-kal yari hai ayyari ka nam

(379) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hai Ghalat Gar Ishq Hai Yari Ka Nam written by Nabi Bakhsh Nayab at UrduPoint. Hai Ghalat Gar Ishq Hai Yari Ka Nam is one of the masterpieces written by Nabi Bakhsh Nayab. You can also find the complete poetry collection of Nabi Bakhsh Nayab by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nabi Bakhsh Nayab' above.

Hai Ghalat Gar Ishq Hai Yari Ka Nam is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hai Ghalat Gar Ishq Hai Yari Ka Nam, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.