Tum Chale Aao To Zauq-e-gham-e-hijran Bhi Nahin, Urdu Ghazal By Nabiul Hasan Shamim

Tum Chale Aao To Zauq-e-gham-e-hijran Bhi Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nabiul Hasan Shamim. Tum Chale Aao To Zauq-e-gham-e-hijran Bhi Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Tum Chale Aao To Zauq-e-gham-e-hijran Bhi Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تم چلے آؤ تو ذوق غم ہجراں بھی نہیں

نبی الحسن شمیم

تم چلے آؤ تو ذوق غم ہجراں بھی نہیں

جان دینے کا کچھ ایسا مجھے ارماں بھی نہیں

دیکھتا ہے کہ کوئی بات کا پرساں بھی نہیں

ترے بیمار کو اب خواہش درماں بھی نہیں

مری وحشت کے اثر سے تھا زمانہ ویراں

میں بیاباں میں نہیں ہوں تو بیاباں بھی نہیں

باعث قتل ہوا حال زبون بسمل

یہ اگر سچ ہے تو پھر آپ کا احساں بھی نہیں

میرا مرنا بھی ہے موقوف ارادوں پہ ترے

جس کو آسان سمجھتا ہوں وہ آساں بھی نہیں

تیرے پیکان ستم کا ہوا مقصد حاصل

زخم دل میں ہے مرے اور نمایاں بھی نہیں

ہم نوا سوچ میں ہیں باغ ہے سونا سونا

میں قفس میں ہوں تو وہ رنگ گلستاں بھی نہیں

دل گم گشتہ سے ملنے کی تمنا ہے شمیمؔ

یہ وہ خواہش ہے کہ جس کا کوئی امکاں بھی نہیں

نبی الحسن شمیم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tum Chale Aao To Zauq-e-gham-e-hijran Bhi Nahin

Nabiul Hasan Shamim

tum chale aao to zauq-e-gham-e-hijran bhi nahin
jaan dene ka kuchh aisa mujhe arman bhi nahin

dekhta hai ki koi baat ka pursan bhi nahin
tere bimar ko ab KHwahish-e-darman bhi nahin

meri wahshat ke asar se tha zamana viran
main bayaban mein nahin hun to bayaban bhi nahin

bais-e-qatl hua haal-e-zabun-e-bismil
ye agar sach hai to phir aap ka ehsan bhi nahin

mera marna bhi hai mauquf iradon pe tere
jis ko aasan samajhta hun wo aasan bhi nahin

tere paikan-e-sitam ka hua maqsad hasil
zaKHm dil mein hai mere aur numayan bhi nahin

ham-nawa soch mein hain bagh hai suna suna
main qafas mein hun to wo rang-e-gulistan bhi nahin

dil-e-gum-gashta se milne ki tamanna hai 'shamim'
ye wo KHwahish hai ki jis ka koi imkan bhi nahin

(463) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Tum Chale Aao To Zauq-e-gham-e-hijran Bhi Nahin written by Nabiul Hasan Shamim at UrduPoint. Tum Chale Aao To Zauq-e-gham-e-hijran Bhi Nahin is one of the masterpieces written by Nabiul Hasan Shamim. You can also find the complete poetry collection of Nabiul Hasan Shamim by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nabiul Hasan Shamim' above.

Tum Chale Aao To Zauq-e-gham-e-hijran Bhi Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tum Chale Aao To Zauq-e-gham-e-hijran Bhi Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.