Ab Apne Darmiyan Shishe Ki Ek Diwar Baqi Hai, Urdu Ghazal By Naseem Nikhat

Ab Apne Darmiyan Shishe Ki Ek Diwar Baqi Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Naseem Nikhat. Ab Apne Darmiyan Shishe Ki Ek Diwar Baqi Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ab Apne Darmiyan Shishe Ki Ek Diwar Baqi Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اب اپنے درمیاں شیشے کی اک دیوار باقی ہے

نسیم نکہت

اب اپنے درمیاں شیشے کی اک دیوار باقی ہے

مرے دکھ اور ترا نا معتبر کردار باقی ہے

ادھر دینار و درہم اور ادھر تیرا پھٹا دامن

مرے یوسف تجھی سے گرمئ بازار باقی ہے

ہمارے سر قلم ہوتے ہیں ہم بیعت نہیں کرتے

کہ ہم لوگوں میں اب بھی جرأت انکار باقی ہے

بدلتے وقت نے سب کچھ بدل ڈالا مگر خوش ہوں

مرا لہجہ وہی ہے اور مرا معیار باقی ہے

نسیم نکہت

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ab Apne Darmiyan Shishe Ki Ek Diwar Baqi Hai

Naseem Nikhat

ab apne darmiyan shishe ki ek diwar baqi hai
mere dukh aur tera na-mo'tabar kirdar baqi hai

idhar dinar-o-dirham aur udhar tera phaTa daman
mere yusuf tujhi se garmi-e-bazar baqi hai

hamare sar qalam hote hain hum bai'at nahin karte
ki hum logon mein ab bhi jurat-e-inkar baqi hai

badalte waqt ne sab kuchh badal Dala magar KHush hun
mera lahja wahi hai aur mera mear baqi hai

(981) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ab Apne Darmiyan Shishe Ki Ek Diwar Baqi Hai written by Naseem Nikhat at UrduPoint. Ab Apne Darmiyan Shishe Ki Ek Diwar Baqi Hai is one of the masterpieces written by Naseem Nikhat. You can also find the complete poetry collection of Naseem Nikhat by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Naseem Nikhat' above.

Ab Apne Darmiyan Shishe Ki Ek Diwar Baqi Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ab Apne Darmiyan Shishe Ki Ek Diwar Baqi Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.