Ana Ke MoD Par Socha Nahin Hai, Urdu Ghazal By Nazeer Tabassum

Ana Ke MoD Par Socha Nahin Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nazeer Tabassum. Ana Ke MoD Par Socha Nahin Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ana Ke MoD Par Socha Nahin Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

انا کے موڑ پر سوچا نہیں ہے

نذیر تبسم

انا کے موڑ پر سوچا نہیں ہے

پلٹ کر پھر اسے دیکھا نہیں ہے

ڈرو اس عہد کے آئینہ گر سے

وہ گونگا ہے مگر اندھا نہیں ہے

میں جس میں ڈوب جانا چاہتا ہوں

وہ دریا ہے مگر گہرا نہیں ہے

اب اس موضوع پر کیا بحث کرنا

تمہارا وہ لب و لہجہ نہیں ہے

میں خود لفظوں کی بازی کھیلتا ہوں

مگر اس بات کا موقع نہیں ہے

ہمیشہ کی طرح محتاط ہے وہ

مری دستک پہ بھی کھلتا نہیں ہے

نذیر تبسم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ana Ke MoD Par Socha Nahin Hai

Nazeer Tabassum

ana ke moD par socha nahin hai
palaT kar phir use dekha nahin hai

Daro is ahd ke aaina-gar se
wo gunga hai magar andha nahin hai

main jis mein Dub jaana chahta hun
wo dariya hai magar gahra nahin hai

ab is mauzua par kya bahs karna
tumhaara wo lab-o-lahja nahin hai

main KHud lafzon ki bazi khelta hun
magar is baat ka mauqa nahin hai

hamesha ki tarah mohtat hai wo
meri dastak pe bhi khulta nahin hai

(582) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ana Ke MoD Par Socha Nahin Hai written by Nazeer Tabassum at UrduPoint. Ana Ke MoD Par Socha Nahin Hai is one of the masterpieces written by Nazeer Tabassum. You can also find the complete poetry collection of Nazeer Tabassum by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nazeer Tabassum' above.

Ana Ke MoD Par Socha Nahin Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ana Ke MoD Par Socha Nahin Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.