Yaqin Ko Dar Se Hasil Kiya Hai, Urdu Ghazal By Nazim Naqvi

Yaqin Ko Dar Se Hasil Kiya Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nazim Naqvi. Yaqin Ko Dar Se Hasil Kiya Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Yaqin Ko Dar Se Hasil Kiya Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یقیں کو دار سے حاصل کیا ہے

ناظم نقوی

یقیں کو دار سے حاصل کیا ہے

عقیدہ پیار سے حاصل کیا ہے

ترے اقرار پر شک تھا تبھی تو

تجھے انکار سے حاصل کیا ہے

اسے تلوار ہی جینے نہ دے گی

جسے تلوار سے حاصل کیا ہے

علاج زندگی اس بار ہم نے

کسی بیمار سے حاصل کیا ہے

چکانی ہوگی قیمت اس کی ناظمؔ

جسے بازار سے حاصل کیا ہے

ناظم نقوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Yaqin Ko Dar Se Hasil Kiya Hai

Nazim Naqvi

yaqin ko dar se hasil kiya hai
aqida pyar se hasil kiya hai

tere iqrar par shak tha tabhi to
tujhe inkar se hasil kiya hai

use talwar hi jine na degi
jise talwar se hasil kiya hai

ilaj-e-zindagi is bar hum ne
kisi bimar se hasil kiya hai

chukani hogi qimat us ki 'nazim'
jise bazar se hasil kiya hai

(475) ووٹ وصول ہوئے

You can read Yaqin Ko Dar Se Hasil Kiya Hai written by Nazim Naqvi at UrduPoint. Yaqin Ko Dar Se Hasil Kiya Hai is one of the masterpieces written by Nazim Naqvi. You can also find the complete poetry collection of Nazim Naqvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nazim Naqvi' above.

Yaqin Ko Dar Se Hasil Kiya Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Yaqin Ko Dar Se Hasil Kiya Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.