Wafa Karte Use Dekha Nahin Hai, Urdu Ghazal By Nazim Naqvi

Wafa Karte Use Dekha Nahin Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nazim Naqvi. Wafa Karte Use Dekha Nahin Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wafa Karte Use Dekha Nahin Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وفا کرتے اسے دیکھا نہیں ہے

ناظم نقوی

وفا کرتے اسے دیکھا نہیں ہے

مگر وہ بے وفا لگتا نہیں ہے

دل برباد تجھ کو کیا ہوا ہے

سرائے میں کوئی بستا نہیں ہے

اسے پتھر بنا دیتی ہے دنیا

جو دریا ہے مگر بہتا نہیں ہے

یہ دنیا پھر نمایاں ہو رہی ہے

اندھیرا عمر بھر رہتا نہیں ہے

مرا ہمدرد ہے آئینہ ناظمؔ

میں روتا ہوں تو یہ ہنستا نہیں ہے

ناظم نقوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wafa Karte Use Dekha Nahin Hai

Nazim Naqvi

wafa karte use dekha nahin hai
magar wo bewafa lagta nahin hai

dil-e-barbaad tujh ko kya hua hai
sarae mein koi basta nahin hai

use patthar bana deti hai duniya
jo dariya hai magar bahta nahin hai

ye duniya phir numayan ho rahi hai
andhera umr bhar rahta nahin hai

mera hamdard hai aaina 'nazim'
main rota hun to ye hansta nahin hai

(496) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wafa Karte Use Dekha Nahin Hai written by Nazim Naqvi at UrduPoint. Wafa Karte Use Dekha Nahin Hai is one of the masterpieces written by Nazim Naqvi. You can also find the complete poetry collection of Nazim Naqvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nazim Naqvi' above.

Wafa Karte Use Dekha Nahin Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wafa Karte Use Dekha Nahin Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.