KHud Ko Dekhun Ki Main Jahan Dekhun, Urdu Ghazal By Nihal Rizvi

KHud Ko Dekhun Ki Main Jahan Dekhun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nihal Rizvi. KHud Ko Dekhun Ki Main Jahan Dekhun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHud Ko Dekhun Ki Main Jahan Dekhun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خود کو دیکھوں کہ میں جہاں دیکھوں

نہال رضوی

خود کو دیکھوں کہ میں جہاں دیکھوں

اک نظر سے کہاں کہاں دیکھوں

سر کو رکھ کر زمیں کے قدموں پر

کب تلک سوئے آسماں دیکھوں

ہو کے بھی تو وہاں نہیں ملتا

تجھ کو جا کر جہاں جہاں دیکھوں

میں اسی کشمکش میں ڈوب گیا

پار اتروں کہ درمیاں دیکھوں

سنگ بھی ہیں شکستہ شیشے بھی

جسم دیکھوں کہ اپنی جاں دیکھوں

اعتبار اور بھی خدا پہ بڑھے

جب بھی میں صورت بتاں دیکھوں

بے نیاز بہار پھر ہوں نہالؔ

آرزو ہے کہ پھر خزاں دیکھوں

نہال رضوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHud Ko Dekhun Ki Main Jahan Dekhun

Nihal Rizvi

KHud ko dekhun ki main jahan dekhun
ek nazar se kahan kahan dekhun

sar ko rakh kar zamin ke qadmon par
kab talak su-e-asman dekhun

ho ke bhi tu wahan nahin milta
tujh ko ja kar jahan jahan dekhun

main isi kashmakash mein Dub gaya
par utrun ki darmiyan dekhun

sang bhi hain shikasta shishe bhi
jism dekhun ki apni jaan dekhun

eatibar aur bhi KHuda pe baDhe
jab bhi main surat-e-butan dekhun

be-niyaz-e-bahaar phir hun 'nihaal'
aarzu hai ki phir KHizan dekhun

(509) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHud Ko Dekhun Ki Main Jahan Dekhun written by Nihal Rizvi at UrduPoint. KHud Ko Dekhun Ki Main Jahan Dekhun is one of the masterpieces written by Nihal Rizvi. You can also find the complete poetry collection of Nihal Rizvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nihal Rizvi' above.

KHud Ko Dekhun Ki Main Jahan Dekhun is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHud Ko Dekhun Ki Main Jahan Dekhun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.