Kahkashan Ki Qamar Ki Baat Chali, Urdu Ghazal By Niyaz Ali Niyaz Qaisri

Kahkashan Ki Qamar Ki Baat Chali is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Niyaz Ali Niyaz Qaisri. Kahkashan Ki Qamar Ki Baat Chali comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kahkashan Ki Qamar Ki Baat Chali on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کہکشاں کی قمر کی بات چلی

نیاز علی نیاز قیصری

کہکشاں کی قمر کی بات چلی

صبح دم رات بھر کی بات چلی

اونچی نیچی ڈگر کی بات چلی

زندگی کے سفر کی بات چلی

زرد پتوں کا تذکرہ نہ ہوا

بس نسیم سحر کی بات چلی

یاد آئے لہو لہو پتھر

جب کہیں سنگ و سر کی بات چلی

کیا غضب ہے کہ موسم گل میں

خشک برگ و ثمر کی بات چلی

آج اونچی اڑان والوں میں

ایک بے بال و پر کی بات چلی

بزم احباب میں نیازؔ اکثر

کیوں کسی بے ہنر کی بات چلی

نیاز علی نیاز قیصری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kahkashan Ki Qamar Ki Baat Chali

Niyaz Ali Niyaz Qaisri

kahkashan ki qamar ki baat chali
subh-dam raat bhar ki baat chali

unchi nichi Dagar ki baat chali
zindagi ke safar ki baat chali

zard patton ka tazkira na hua
bas nasim-e-sahar ki baat chali

yaad aae lahu lahu patthar
jab kahin sang-o-sar ki baat chali

kya ghazab hai ki mausam-e-gul mein
KHushk barg-o-samar ki baat chali

aaj unchi uDan walon mein
ek be-baal-o-par ki baat chali

bazm-e-ahbab mein 'niyaz' aksar
kyon kisi be-hunar ki baat chali

(270) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kahkashan Ki Qamar Ki Baat Chali written by Niyaz Ali Niyaz Qaisri at UrduPoint. Kahkashan Ki Qamar Ki Baat Chali is one of the masterpieces written by Niyaz Ali Niyaz Qaisri. You can also find the complete poetry collection of Niyaz Ali Niyaz Qaisri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Niyaz Ali Niyaz Qaisri' above.

Kahkashan Ki Qamar Ki Baat Chali is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kahkashan Ki Qamar Ki Baat Chali, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.