Aap Nahaq Malal Karte Hain, Urdu Ghazal By Pandit Vidya Rattan Asi

Aap Nahaq Malal Karte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Pandit Vidya Rattan Asi. Aap Nahaq Malal Karte Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aap Nahaq Malal Karte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آپ ناحق ملال کرتے ہیں

پنڈت ودیا رتن عاصی

آپ ناحق ملال کرتے ہیں

مفت جی کو نڈھال کرتے ہیں

جنس اخلاص اس زمانے میں

آپ بھی کیا کمال کرتے ہیں

مائل لطف تھے جو کل ہم پر

آج جینا محال کرتے ہیں

آپ ملتے ہیں جب کبھی ہم سے

لوگ لاکھوں سوال کرتے ہیں

بے پیے مے حرام ہوتی ہے

رند پی کر حلال کرتے ہیں

آپ زندہ ہو کس طرح عاصیؔ

دوست اکثر سوال کرتے ہیں

پنڈت ودیا رتن عاصی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aap Nahaq Malal Karte Hain

Pandit Vidya Rattan Asi

aap nahaq malal karte hain
muft ji ko niDhaal karte hain

jins-e-iKHlas is zamane mein
aap bhi kya kamal karte hain

mail-e-lutf the jo kal hum par
aaj jina muhaal karte hain

aap milte hain jab kabhi hum se
log lakhon sawal karte hain

be-piye mai haram hoti hai
rind pi kar halal karte hain

aap zinda ho kis tarah 'asi'
dost aksar sawal karte hain

(558) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aap Nahaq Malal Karte Hain written by Pandit Vidya Rattan Asi at UrduPoint. Aap Nahaq Malal Karte Hain is one of the masterpieces written by Pandit Vidya Rattan Asi. You can also find the complete poetry collection of Pandit Vidya Rattan Asi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Pandit Vidya Rattan Asi' above.

Aap Nahaq Malal Karte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aap Nahaq Malal Karte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.