Gaya Wo Daur To KHwabon Ke Silsile Bhi Gae, Urdu Ghazal By Qadir Siddiqi

Gaya Wo Daur To KHwabon Ke Silsile Bhi Gae is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Qadir Siddiqi. Gaya Wo Daur To KHwabon Ke Silsile Bhi Gae comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Gaya Wo Daur To KHwabon Ke Silsile Bhi Gae on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

گیا وہ دور تو خوابوں کے سلسلے بھی گئے

قادر صدیقی

گیا وہ دور تو خوابوں کے سلسلے بھی گئے

دل و نگاہ کے پر کیف حوصلے بھی گئے

وہی گئے تو پھر اب شکوہ و شکایت کیا

شکایتیں گئیں شکوے گئے گلے بھی گئے

بکھر کے رہ گئی تصویر آرزوؤں کی

امید و آس و تمنا کے قافلے بھی گئے

یہی نہیں کہ بہت سی لطافتیں روٹھیں

ادا و ناز کے رنگین مرحلے بھی گئے

بجھے بجھے سے ہیں آشاؤں کے کنول قادر

خروش زیست گیا دل کے ولولے بھی گئے

قادر صدیقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Gaya Wo Daur To KHwabon Ke Silsile Bhi Gae

Qadir Siddiqi

gaya wo daur to KHwabon ke silsile bhi gae
dil-o-nigah ke pur-kaif hausle bhi gae

wahi gae to phir ab shikwa-o-shikayat kya
shikayaten gain shikwe gae gile bhi gae

bikhar ke rah gai taswir aarzuon ki
ummid-o-as-o-tamanna ke qafile bhi gae

yahi nahin ki bahut si latafaten ruThin
ada-o-naz ke rangin marhale bhi gae

bujhe bujhe se hain aashaon ke kanwal qadir
KHarosh-e-zist gaya dil ke walwale bhi gae

(510) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Gaya Wo Daur To KHwabon Ke Silsile Bhi Gae written by Qadir Siddiqi at UrduPoint. Gaya Wo Daur To KHwabon Ke Silsile Bhi Gae is one of the masterpieces written by Qadir Siddiqi. You can also find the complete poetry collection of Qadir Siddiqi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Qadir Siddiqi' above.

Gaya Wo Daur To KHwabon Ke Silsile Bhi Gae is a widely read Urdu Ghazal. If you like Gaya Wo Daur To KHwabon Ke Silsile Bhi Gae, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.