PaD Gai Aap Par Nazar Hi To Hai, Urdu Ghazal By Qadr Bilgrami

PaD Gai Aap Par Nazar Hi To Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Qadr Bilgrami. PaD Gai Aap Par Nazar Hi To Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read PaD Gai Aap Par Nazar Hi To Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

پڑ گئی آپ پر نظر ہی تو ہے

قدر بلگرامی

پڑ گئی آپ پر نظر ہی تو ہے

اک خطا ہو گئی بشر ہی تو ہے

اتنا بھاری نہ ڈالیے موباف

بل نہ کھائے کہیں کمر ہی تو ہے

میری آہوں سے ان کے دل میں اثر

کبھی یوں بھی اڑے خبر ہی تو ہے

پاؤں پھیلائے ہم نے مرقد میں

چلتے چلتے تھکے سفر ہی تو ہے

قدرؔ نے کیا زبان پائی ہے

لوگ کہتے ہیں یہ سحر ہی تو ہے

قدر بلگرامی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

PaD Gai Aap Par Nazar Hi To Hai

Qadr Bilgrami

paD gai aap par nazar hi to hai
ek KHata ho gai bashar hi to hai

itna bhaari na Daliye mubaf
bal na khae kahin kamar hi to hai

meri aahon se un ke dil mein asar
kabhi yun bhi uDe KHabar hi to hai

panw phailae hum ne marqad mein
chalte chalte thake safar hi to hai

'qadr' ne kya zaban pai hai
log kahte hain ye sahar hi to hai

(428) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read PaD Gai Aap Par Nazar Hi To Hai written by Qadr Bilgrami at UrduPoint. PaD Gai Aap Par Nazar Hi To Hai is one of the masterpieces written by Qadr Bilgrami. You can also find the complete poetry collection of Qadr Bilgrami by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Qadr Bilgrami' above.

PaD Gai Aap Par Nazar Hi To Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like PaD Gai Aap Par Nazar Hi To Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.